Khamosh Hoon Mai Lekin Inkaar To Nahi Hai Meri Nakaamyabi Hai Koi Haar To Nahi Hai Hum Tumhe Paa Na Sake, To Kya Howa Lekin Sirf Tumhe Paa Lena Pyaar To Nahi Hai
Tum Mera Pyaar Bhi Meri Chahat Bhi, Is Dil Ki Dhar Kan Or Karar Bhi Tu Hai, Mere Pyaar Ki Tum Hi Manzil Ho, Is Jahaa Me Sab Se Kaareeb Tu Hai, Meri Raton Ki Chandni Bhi Ho Tum, Meri Zindgi Ka Ujala Tum Ho Sanam, Dil Ki Baaggia Sirf Tum Se Khili, Mere Gulfam Bhi Tu Gulshan Tu Hai,
Door Hoke Bhi Hamesha Pass Hi Rahunga Jo Bass Gaya Hai Dil Pe Usse Kaise Bhula Paungi Badalna To Naam Hai Zindagi Ka Karna Hai Yeh Sweeker Mere Khyal Se Na Badlega Insaniyat Aur Pyar
Aaghaaz Hum Ne Kiya Ikhtetaam Tum Kar Do, Jab Chaaho Mere Jazbon Ko Be Naam Tum Kar Do, Baat Agar Zarf Ki Hay To Yuon Karo, Tum Jeet Jaao Har HAAR Mere Naam Kar Do.!
Mera aitbar kam tha kisi k aitbar k samne, mera intzar kam tha kisi k intzar k samne, de di usne apni chahat kisi aur ko, shyad mera pyar kam tha kisi k pyar k samne.
Kese Bataye Tumhe Kitna Pyar Karte Hai Sochte Hai Kah De Par Kahne Se Darte Hai Kahi Dosti Ka Rista Tut Na Jaye Hamara Bas Isliye Ham Chup Raha Karte Hai
Choti choti baton ko dil se lagate nahi, zara si baat pe apno se rooth jate nahi, bada aasan hai kehna ke bhool jayenge hum, pr Dil me rehne wale Dil se kabhi jate nahi.....
Tumhari Har Ada Har Baat Pe Fida Hu Mein Tumse Bahut Kareeb Hoke Bhi Judaa Hu Mein Tumhare Chale Jaane Pe Bhi Zindaa Hu Mein Bas Isi Baat Pe Aaj Sharmindaa Hu Mein.
Main uska hoon vo is ahsaas se inkar karta hai, bhari mahfil me bhi ruswa mujhe har baar karta hai, yakin hai sari duniya ko khafa hai humse vo lekin, mujhe maloom hai phir bhi mujhise pyar karta hai
Jaha dekhu samne nazaar ati ho tum, Pyaar ki parichayiyo se hamesha yaad ati ho tum, Mere Khwaboo ki duniya me rehti ho tum, Mere pass ake muskurati ho tum, Mohabat ki in raho me ake tadapati ho tum, Pyaar hume de kar door cheli jati ho tum
Inkaar bhi tum ho, Ikraar bhi tum ho Meri zindagi ka, pehla pehla pyar tum ho Aati ho khwabo'n mein, muskurate huwe Shayad !! Mere khwab ki taabir tum ho !
Kabhi surkh, kabhi zard, kabhi sabz rang mein Gulshan ke har gul ke, Rango'n mein tum ho Girti huwee zulf teri, Jaise ho Aabshaar Fanoos se girtey huwe, Jharno mein tum ho !