Yun palke bicha kar tera intzaar karte hai, Yeh wo gunah hai jo hum baar baar karte hai, Jalakar hasrat ki rah par chirag, Hum subah aur sham tere milne ka intezar karte hai.
Tere Hasin Tasavur ka Aasra lekar Dukhon k Kante Main sare Samet leta hun. Tumara Naam he kafi h Rahat-e-Jaan ko Ghamon ki Taiz Hawaon ko Morr deta hn.
Tere mere rishte ko kya naam du, Yeh naam du ya woh naam du, Is duniya ki bhid mei naam ho jate hai badnaam, Kyun na apne rishte ko benaam hi rehne du…
Tum zindagi ki jaan ho, Na jane kyo tum anjaan Ho Tum dil ke itne paas ho Kyunki tum sabse khaas Ho Tumhare bagair dil Udaas hai Par tumhe kahan ehsaas Hai.
Tare door hai fhir bhi chamkte hain, Badal door hai fhir bhi baraste hain, Hum bhi kitne nadan hain, Aap humare dil main ho or hum aapse milne ko taraste hain,
Mat kar gila mujhse meri khata kuch nahi Jo tu sath nahi mere to mein kuch nahi Manga hai khuda se har pal sath tera Jo mil jaye tu to mangu mein or kuch nahi
Bhigi aankho se muskurane ka maja ja kuch aur hai, Haste haste palken bhigane me maja kuch aur hai. Baat kah k to koi V samajh le, Khamoshi ko koi samjhe to maja kuch aur hai...
Tuhi Bata aye Dil tujeh samjhau kaise, Jise chahta hai tu use najdik laun kaise, Yun to har tamanna, har ehsaas hai wo mera, magar us ehsaas ko ye ehsaas dilaun kaise... . .
jab tak main jinda hun aur teri wafa ki roshni mere dil me hai,tab tak mujhe kuch ho nahi sakta, ye sanam agar khuda bhi marna chahe par mar nahi sakta,
Aaina jb bhi dekhta hu teri tasveer najar ati haiTeri takdeer se milti meri takdeer najar ati haiHume koi juda nahi kar sakta kyunkiMeri aanhon mein joMohabbatHai,TeriAankhon mein bhi najar aati h
Raat ki tanhaiyon mein tumhe yaad kiya karte hain Chand sitaron se tumhari baat kiya karte hain Tum aao ya na aao marji hai tumhari Hum to kwabon mein bhi tumhara intezar kiya karte hain