Kia kahon tumhain? khuwab kahon to bikhar jaoge! dil kahon to toot jaoge! Lo, tumhara naam zindagi rakh deta hon..! Maut se pehle hamara sath na chor paogi…!!
Tere pyar ki hume jarurat bahut thi, par tujhe pane ki kimat bahut thi, aakhiri sans tak tera intazar kiya tha humne par tujhe wada karke bhul jane ki aadat bahut thi
Arzu nhi ab us kandhe ki jisne hme rulaya h,apne sapne dikha k der rat tak jagaya h,chahat ne unki hme itna sataya h,k raste hmare milege kisidin dil ki hr dhadkan ne kehkr hme manaya h.
Sitaro ki mehfil sey churaya hai aapko, Dil sey apna dost banaya hai aap ko, Is dil ko kabhi tootne na deyna kiyon k.. Is dil k koney main chupaya hai aapko
saza yah khob mili tum say dil laganay ki, nazar lagi hay meray pyar ko zamanay ki, ab to qabar mein say bhi nikal ker kahtay hain hath mere, hamain to hasrat hi rah gai tumhain galay laganay ki
Jayaz h apka hmko bhulana jayaz h apka hmari zindgi se jana,apne dil ko ye tasalliu de lete h kehkr ki shayad jayaz h apke hmare samne ehkr kisi or k sath nibhana.
aap samjhe nahi hamare pyar ko aye ga itwar ko, moo kariye ga diwar ko, or utariye ga shalwar ko jab hum dalain ge aap k undar tu aankhain aayeingi aap ki bahar ko tab samjhain ge aap hamare pyar ko
na tha kuch to khuda tha, Kuch na hota to khudsa hota. duboya mujhko honi ne, na hota yu to kya hota, mar gaya ghalib magar yad ata he, wo har ik bat pe kehna ki yu hota to kya hota, yu hota to kya hota.
Ek tamana thi jo ab hasrat ban gai, kbhi dosti thi ab mohabat ban gai, kuch is tarha shamil hue tum zindgi mein, K tum ko sochte rehna meri aadat ban gi.
Fizayen kehti hain pyar karo, hawain kehti hain pyar karo, ghatayen kehti hain pyar karo, lekin . . ghar walay kehtay hain ke tussi bahot chotay ho thora intezaar karo,
Shaqsiyat ko badal dala apne hmse dur jane k liye,hmne apki berukhi ko b samhala bas apki yado me samane k liye,shayad apne isliye tham liya hath or kisika,hme 1bar phir se chod k jane k liye.
Banke sitare jagmagate rehna , har khushi apne hotho pe sajate rahna, rishte banaye rakhne k liye do kaam jaruri he, ek yaad karte rehna aur ek yaad aate rehna..
Dukh hai dard hai to dawa hai Dosti is ghutan bharee jindge kee hasein fiza hai Dosti jo na smjhe uske liye kuch bhi nahi Aur dosto ke liye to khuda hai dosti..
Gamgin h hm ye dikhate nhi,unko apna ehsas dilakr hm satate nhi,q ankhe nam hoti h kisiko batate nhi,unki khushi k liye ab tanhai me b ansu bahate nhi.