Dil ka zakhm zuban pe laya nahin kerte hum apniaankhon se aanso bahaya nahin kerte zakhm kitne gehre kyon na ho hum apne hoton se muskurahat hataya nahin kerte …
jindgi se sawaal kiye nhi jate, har sawaal k javab diye nhi jate, waqt ho ya na ho kisi k pass hamare liye, lekin waqt ka bahana karke riste bhulaye nhi jate..
Hum to guzrte hain teree galee se har roz, par tujhe pehchan hee nahee gairo aur apno kee, tere dil mein kya hai yeh nahee jante hum, par yeh to jaan gaye ke teree bastee mein kamee hai humsafro kee.
Makan hai lamakan dunnya her insaan key leiy. Pahedar hai na pahedar zindagi her jaan key leiy. Khudd ko dunya-e-zindgi mein lazwal kerna chahey KHAN. To Duniya ko jee doosron ki zindagi key leiy....
teri tareef main kitna likhe koi, kam hi lagta he jitna likhe koi, yeh umar to kam hi lagne lagi he, saat janm ho itna likhe koi, saroor main kuch yaad to kuch nahi, esa likhe jesa sapna likhe koi
Jab Tumhari Yad Ati Hai Tumare SMS Padh Leta Hu Jab Jyada Yad Ati Hya To SMS Bhej Deta Hu Jab Tumhari Awaz Sunna Chahta Hu To Ek Patthar Uthakar Gadhe Ko Mar Deta Hu.
dil se uthi pyaas aankhon se jhalakti hai,panah do mujhe apne aagosh mein har aankhein yahi kehati hai.dekho kya haal ho gaya hai insaan ka galib.m,uski aankhein khud se nahin gairon se pyar karti hai.
Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo, Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo, Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant, Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..
tere chaaht na hoti to ish kadr humko tera intgaar na hota,na dhoodtee nigahe mere tujhe dar badar agr hamko tumse pyar na hota.baichne se h dil m or aankho m tera intjaar kabhe mil jaao to dekh lena dil ki gahraayeo m kitana h tumhaare liye pyaar he pyaar.
Zara'a se baat thi, baat aaga'e juda'e tak, Hasi nay choodeya lakay jag hasa'e tak! Bhalay say abb koi teri bhala'ee ginwaaye, kay mai nay chaha tha tujh ko teri bura'ee tak!
Hum ne suncha shayad hum hi unhe chate hi per un ko chane walon me qafila nikla dil ne kaha shikayat ker khuda se per wo khuda bhi unko chane walon me nikla
Main yeh samjha tha ke door mere haath hain aur hawao ka bhi rukh mere saath hain par taqdeere jab pache ladati hain tab tadbeere kissi kam nahi aati hain maine likha tha jo dil ki kalam se fasana koi lut gaya main to khada raha ban ke dewana sayana koi lut gaya.