AAJKAL LABJO KO JUBAAN HUM DE NAHIN PAATE
HOTH KHAAMOSH HAI KUCH KAH NAHIN PAATE
YE PYAAR NAHIN TO KYA HAI JO
BIN TUMHE DEKHE HUM EK PAL BHI RAH NAHIN PAATE
Milna itifaak tha bicharna naseeb tha
Wo utna he door ho gaya jitna kareeb tha
Hum usko dekhne k liye taraste he rahe
Jis shaks ki hatheli pe hamara naseeb tha
dete ho kyun ye dard bus humi ko kya samjhoge tum in ankho ki nami ko yun to honge lakho deewane is chand kay chand kya mehsus karega ek tare ki kami ko
Ek tanha taat me aapki yaad aayi, Tanhai mitane ko hamne ek cigreate jalai,Na jane kaisi kayamat chhai ki cigreate ke dhuyen ne bhi aapaki tasveer banai.
rafta rafta nazar ho gayi bekhbar dekhta hoon jidhar aaye tu he nazar apna banale mujhedil main chipale mujhe, tu hai meri roohesafar, rafta rafta nazar ho gayi bekhbar.
Jiss teray didaar ka sadqa nahi milta mujhay daro diwar main rasta nahi milta mill jaty hai saman main thooty hui thakty malay mai joo khooya hoo woo bacha nahi milta
Kabi Suni thi ek kahani ek raja ki hoti thi ek rani, Ub to ek raja ki hoti hain kitni hi raniya hur roz banti hain jana kitni hi kahaniyan , phir bi na badli yeh baat purani ka ek raja ki hoti thi ek rani
Unn dino ki yaad ne aaj dilko phir rulaaya hei
Sur ke adhurepan ne, nagmo ne tumhe phir bulaaya hei
Tere jaane ke baad se dil mera khamoshi se dhadka
Khamosh mere dil ne, aaj kuch phir gun-gunaaya hei
Saamne na ho to tarasti hain aankhein,Yaad me teri barasti hain aankhein.... Mere liye nahi inke liye hi aa jaao,Aap ka bepanaah intezaar karti hain aankhein....
jhooti hansi hansne ki aadat ho gayi hai zindagi teri yaadon ki ibaadat ho gayi hai bas saans chal rahi hai is murde mein ab rooh to tere saath hi rukhsat ho gayi hai
kaun kehta hai ishq me bas ikraar hota hai kaun kehta hai ishq me bas inkaar hota hai tanhai ko tum bebasi ka naam na do kyunki ishq ka doosra naam hi intezar hota hai
kabhi jindgi main kisi se pyar mat karna
ho jaye to kabhi inkaar mat karna
chal sako to hi chalna is raha par
kabhi kisi ki jindgi barbaad mat karna.......
kaise kare hal e dil baya hum k har dard nasur ho gaya hai pas tha samandar dil k pas phir bhi ek musafir pyasa reh gaya hai shaam ki tanhayen mein kho na jana, barish ki masti mein doob na jana, milegi zaroor zindagi mein manzil tumko,unhe paakar kahen humko bhool na jana
Na jaane humse kya chahti hai duniya, hume rulakar khushiya manaati hai duniya, hum to khushi me bhi aasu bahate hain, jane kyu humare aasuoka matlab nahi samajhti yeh duniya
kal shab tera khayal bari dertak raha dil dardse nidhal bari der tak raha milnay ko jo ghari thi wo arzi rahi khonay ka per malal bari dertak raha hnoton se ik harf e muhabat ada hua aur gul rang uska gaal bari der tak raha