kabhi addha kabhi pavva to kabhi botal bhi pite hai
free ki mil jaye to matka bhi pite hai,
ek din pulis pakad kar le gayi mujhe thane,
maine kaha thero bhai mere abba bhi pite hai.
Sher kahne waley teri shayari ka kya inam doo.
Sher kahne waley teri shayri ka kya inam doo.
Jee chahta hai jhantiyon me baandh kar…Lawnde se maar doo.
kuch pane se kuch khone ka maza or hai
band ankhon main rone ka maza or hai
ashk bane shabd or shabd bane gazal
us gazal main tera zikar hone ka maza or hai
yun to hum har sham hi pite hain magar
teri yaad main ro-ro ke pine ka maza or hai
apni dosti ki gaadi kuch iss kadar chal padi
jaise kick maarte hi bike udd padi
dua hai na lage isme koi break
speed itni ho ki na kar sake koi isse overtake
Yaadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai, Kaanon me gunjti shahnai si lagti hai,
Aap karib ho to apnapan hai,
Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai.
Jis tarah LOHA, Lohe ko kaat ta hai;
Jis tarah JAHER, Jaher ko kaat ta hai;
Jis tarah HEERA, Heera ko kaat ta hai;
Theek ushi tarah dekha ek din tujhe bhi kutta katega.
kabhi addha kabhi pavva to kabhi botal bhi pite hai
free ki mil jaye to matka bhi pite hai,
ek din pulis pakad kar le gayi mujhe thane,
maine kaha thero bhai mere abba bhi pite hai.
Ai mere humnashin chal kahin aur chal,
Is chaman mein ab apna guzaara nahin,
Baat hoti gulon tak to seh lete hum,
Ab to kaanton pe bhi haq hamara nahin.
Jis tarah LOHA, Lohe ko kaat ta hai;
Jis tarah JAHER, Jaher ko kaat ta hai;
Jis tarah HEERA, Heera ko kaat ta hai;
Theek ushi tarah dekha mere dost, ek din tujhe bhi kutta katega.
Pyaar Ise Kehte Hain
Jawani ko zindage ki nikhaar kehte hain,
pathjad ko chaman ka majdhaar kehte hain,
Ajeeb chalan hain duniya ka yaaro,
Ek Dhoka hain Jise hum sab “PYAAR” kehte hain !
Safed rang ho agar mehboob ka , toh mohabbat ki detergent khusbudar nazar aati hai , na koi aur hota kharid-dar SURF-EXCEL KA , aur na dhulai RIN-SUPREME ki kam nazar aati hai…!!!
NA YE SUBAH AAKHRI HAI NA YE SHAM AAKHRI HAI
JAHAN ZULM KI HO HUKUMAT WO NIZAM AAKHRI HAI
KOI PEE KE MAST -2 JHUME KOI BUND-2 KO TARSE
GAR YE RASM MAYKADA HAI TO YE JAM AAKHRI HAI
prasthan ho raha he path ka pata nahi hai,
sagar se mang paani dete na megh daani,
alok ki disha main nairash ki nisha main
kya kya na ho raha hai path ka pata nahi hai.
meetha intezaar toh intezaar se yaar meetha
meetha yaar toh yaar se pyaar meetha
meetha pyaar toh pyaar se meethi apni yaari
isse meetha kuh na mila dekhi duniya saari