kaato me rahkar bhi zindagi jee lete hai, har jakhmo ko apne hatho se si lete hai, jis hath ko kah diya DOSTI ka hath, us hath se jahar bhi p lete hai.
Do pal ki mulaqat me najane kya jadu sa chal gaya, Dil beqabu hai mann machal sa gaya, naaz hai tumhari Dosti pe humko, tumhare zindagi me aate hi sab kuch badal gaya
Apne darde-e-Dil ka humdard hume hi paoge, in tanhaiyon me sath hume hi paoge, dur apse hu to kya hua ae Dost... in duriyo me sabse karib hume hi paoge.
Zindagi me bar-bar ye Mukam aaye, tum hamare hum tumhare kaam aaye, bus itni dua hai Bhagwan se... ki agle JANAM me bhi tumhare DOSTO me hamara naam aaye
har mod pe nai Suruat ho sakti hai, kabhi bhi kahi par baat ho sakti hai, Mana ki bahut dur hai aapse... par aankhe band karo to mulakat bhi ho sakti hai.
Kuch log yadon ko Dil ki tasveer banate hai, Doston ki yadon me mehfil sajate hai, hum thode alag hai... jo kisi ko yaad aane se pehle unko apni yaad dilate hai.
Masti aankho me hoti hai, sharab me nahin. Bhakti shradha me hoti hai, shabdo me nahin. Tu bhi jaan le mere Dost Dosti Dil me hoti hai, sirf SMS me nahin.