Unhone apna Kabhi banaya hi nahi, jhootha hi sahi, pyar dikhaya hi nahi, galatiyan apani, hum maan bhi jate, par kya kare kusur hamara hume batayaan hi nahi
khuli ankho ka nazara ajeeb tha, jinake liye hum roz karte the duaa, vo kisi aur ka naseeb tha, zara dekhiye to hamari badnaseebi, ghar bhi jalta raha aur samandar bhi kareeb tha
Har MAFIL har DIL bhi royega, jahan DUBEGI meri kasti wo SHAHIL bhi royega . Itna payar bikher denge ZAMANE me HUM, Ki katal karke mera KATIL bhi royega.
Aye Mere Humnashin Chal Kahi Aur Chal, Ab Hamara Gujara Iss Chaman Mein Nahi, Pahle To Baat Katon Tak Hoti Thi To Shah Lete The, Ab To Hamara Haq In Phoolon Tak Nahi.
Dil u hi kisi par aata nahi, Pyar u hi kisi se kiya jata nahi, Pyar karo to "DARD" sahne ki addat daal lena Kyoki Ye wo dard hai jo "moov" se bhi jata nahi:-D
Har CHAND mile har SITARA mile, Har kadam par aapko sahara mile, Zindagi me kabhi akele na raho aap,.. Koi hum jaisa mile ya koi humse bhi pyaara mile.
Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut, Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut, Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi, Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.
Hastiya mit gayi naam kamane mein.. Umar beet gayi khushiya paane mein.. Ek pal mein door na ho jana humse.. Hume to saalo lage hai aap jaise dost pane me...