Pyar Hai Kisson Mein Sirf Sunane Ke Liye, Har Cheez Hai Duniya Men Sirf Dikhane Ke Liye, Jiski Chahat Mein Neend Ura Baitha Hoon ‘Sahil’, Shayad Vo Bhi Hai Zamane Ke Liye.
Raat ko 2 Baje Bajaai kisi ne Mere Ghar ki Bell..... Raat ko 2 Baje Bajaai kisi ne Mere Ghar ki Bell..... Maine Door khola to watch man Bola: Maalik All is Well..... All is well.....
tumhain rusva karun aisa to hargiz ho nai sakta tumhari yad hi dil ko bhot be-chain rakhti hy tumhain pane ki aik mohum si umeed rehti hy mai apni sargazishton se tumhain agah kr betha
Jo Haadsay Yah Jahan Meray Naam Kerta Ha Meraa Shaour Unhein Nazr-e-Jaam Kerta Ha Hamaray Chaak Greibaan Say Khailnay Walo! Humein Bahaar Ka Soraj Salam Kerta Ha
us ko juda hue bhi zamana bahut hua ab kya kahen ye qisa puranaa bahut hua dhalti na thi kisi bhi jatun se shab-e-firaq ai marg-e-nagahan tera ana bahut hua
Teri yadoon kay saharay Ge rahay hain hum Zahar zandgi ka pe rahay hain hum tum nay jo diya hai zakham zalim Dil kay tukraay aaj bhi see rahay hain hum
Ret Ke Jare Fijaon Mein Bhikher Gaye Hote, Tabahi Ki Hadon Se Gujer Gaye Hote, Gunhgar Is Kadar The Ke Ooph Toba, Khuda Kreem Na Hota To Mer Gaye Hote.
ret ke jarurat registan ko hoti hai asmaan ko bhi sitaro ki jarurt hoti hai. aap hamesha apna khayal rakhana kyoki aap jaise dost ki jarurt har insaan ko hoti hai.
Abhi To Aaye Ho, Jaane Ki Baat Na Karo, Dekar Mithi Yadeeien Unhein, Bhoolane Ki Baat Na Karo, Aayi Hai Labon Pe Hansi Saalon Baad, Dekar Muskurahat Phir Se, Rulaane Ki Baat Na Karo.
Tujhe Dekha Nahi Phir Bhi Tujhe Chahne Laga Hoon, Tumhe Dheere-2 Apna Banane Laga Hoon, Ye Dil Kyun Apke Bare Mein Hi Sochta Hai, Kyun Tujhse Dil Lagane Laga Hoon…..