Aankho ki juba ye aansu kehte hai. Ye chup rehte hai phir bhi behte hai. In aasuo ki kimat to dekhiye ye unke liye behte hai jo khud in aakho me rehte hai.
Arman Koi Seene Mein Aag Laga Deta Hai, Khwab Koi Aker Raton Ki Neend Uda Deta Hai, Punchhta Hoon Jisse Bhi Manzil Ka Pata Ab To, Vo Rasta Tere Gher Ka Hi Bata Deta Hai.
roti hui ankho me intezar hota hai na chahte hue hai bhi pyar hota hai kyown.dekhte hai hum wo sapne jinke tutne par bhi unke such hone ka intzar hota hai.
rishto ne hur kadam per imtehaan liya tanhai ne hur mod pe dhokha diya zindagi se fir bhi koi shikayat nahi, kyunki,zindagi ne hume aap jaisa dost bhi diya.
Palko pe aake rukjate hai ye aansu, Tanha pakar beh jate hai aansu, Dil to bahut karta hai gum batlaun aap se, Par aap ko hasta dekh shukh jate hai ye anshu.
Har ghadi tumhara intezar karta hu, Khabhi juda na ho yahi fariyad karta hu, Mai mar kar bhi tera sath na chhoduga, Aai jaan mai tum se bahut pyar karta hu.
Dosti dard nahi khushiyo ki sougat hai.kisi apne ka zindagi bhar ka sath hai.ye to dilo ka wo khubsurat ehsas hai,jiske Dam se Roshan ye sari Kaynat hai
Muskurati Ankho Se Afsana Likha Tha.Shayad Unkha Zindagi Me Aana Likha Tha.Taqdeer To Dekho Mere Aasuo Ki Yaro,Ki Inko Bhi Unki Yad Me Beh Jana Likha Tha.
khud ko akele ka tana na dia kro, yadoon ka gila shikwa bhi na kia kro, kya btaye tumko kitna karte hai yaad, hisab lagana ho toa apni sansien gin lia karo
Tere shaher ka mousam bada suhana laga, ek shaam churalu agr bura na lage tere bass main hai to tu bhool ja mujhe tujhe bhulane me mujhe shayad zamana lage