Khuda ne kaha, Apne Ghamon ki yun Numaish na kar, Apne Naseeb ki yun Aazmaaish na kar. Jo tera he tere dar pe khud AAEGA, HAR ROZ use pane ki Khwaish na kar.
Ek Khubsurat Si Shaam Jaise Hote Hai, Azmaat Ke Unche Mukaam Jaise Hote Hai, Banke Kiran Woh Bikherte Hai Roshni, Kuchh Log Apne Hi Naam Jaise Hote Hai.
Hum Ankhon Ko Phool Aur Hathon Ko Kamaal Kehte Hain, Jaisi Mehfil Ho Waisi Hum Gazal Kehte Hain, Hum Mehfil Me Jaya Nahi Karte Par, Hum Jahan Hon Use Log Mehfil Kaha Karte Hain.
chahe humse door ho fir bhi yaad tumhein hum kertey hain, dil ke aayeene mein tasveer teri rakhtey hain, izahaar kerna humein nahin aata bas , bas teri soch mein hi khush ho lete hain
Dosti Ki Hai Tum Se, Toh Phir Se Jeene Ki Tammanna Jaag Uthi Hai, Seh Rahe The Najane Kitne Ghamo Sitam, Un Sab Ko Bhulane Ki Baat Aa Chuki Hai, Jaagi Hai Ye Aankhe Najane Kitne Arse Se, Ab Aaram Se Soone Ki Raatein Aa Chuki Hai.
Naughty:mohabbat dil ko awara bna deti hai.Gardish mein rahne wala sitara bna deti hai. ye apni hud me rahe to thik, warna kisi ko mummy to kisi ko papa bna deti hai
Ishq main yeh anjaam paaya hai Haath pair tute, muh se khun aaya hai Hospital pauhnche to nurson ne farmaya ‘Baharon phool barsao Kisi ka mehboob aaya hai’
Bhains rakhne ka takalluf hamse ho sakta nahin ham ne sokhe doodh ka dabba jo hai rakha hua ghar main rakhain ghair mehrm ko mulazim kis liye kam karne ke liye abba jo hai rakha hua.
Koi Dil Bhi Jalaye To Kya Raushni Ke Kam Aayega, Dard-E-Dil Bhi Ye ‘Sahil’ Teri Shayri Ke Kam Aayega. Manker Ye Khwaish Chhod Do Uski, Jo Tera Na Ho Saka Kisi Ke Kam Aayega.
Jinke Liye Jaan Bhi Hum Dete Hain, Tohafe Mein Sangdil Vo Gam Dete Hain. Rote Huye Aur Bhi Lagte Ho Khoobsoorat, Ye Kahker Ke Zalim Vo Zakhm Dete Hain.
Pyaas Honthon Ki Ho To Bujhai Bhi Jaye, Pee Ek Roz Ki To Bhulai Bhi Jaye. Kaun Samjhaye Unhe Jo Peshe Se Bewafa Hain, Koi Bhool Kar Bahek Jaye To Rah Dikhai Bhi Jaye.
Mita Kar Kisi Ka Ashiyan Ghar Apna Main Bana Nahin Sakta, Deke Dard Apna Kisi Ko Main Rula Nahin Sakta. Chhod Do Ab Mere Hal Per Mujhjko, Bojh Ehsanon Ka Aur Main Utha Nahin Sakta.
Ankho me anshu ki chamak aaj bhi he, unko mere pyar par shaq aaj bhi he, naav me beth ke hath dhoye the usne, samandarme mahendi ki mahek aaj bhi he ...............
Arz Kia Hai: Petrol Dalo to Gari Chalti Hai Wah Wah Petrol Dalo to Gari Chalti Hai Bhai Wah Wah Petrol Dalo to Gari Chalti Hai Zara si Tawajja Plz Bhai Petrol Dalo to Gari Chalti Hai Kya Irshaad Farmaya hai Petrol Dalo to Gari Chalti Hai Nahi Dalo to Nahi Chalti Hai.