Tumse dosti karke har khushi meri taraf muskuraane lagi meri tanha raaton mein bhi geet tere pyar ke gaane lagi huy hai bas do-char hi din bus aapse miley huy par yeh DOSTI aapki mere dil mein ghar banaane lagi
Mere dil ki kahani ye bayan karti hai Mohabat ashiqo ko sirf badnam karti hai Is badnami k bawzud jo mohabat karte hai Unhe marne k bad duniya salam karti hai
Aap haso to khusi mujhe hota hai Aap ruthe to ankhen mera rota hai Aap dur jao to bechaini mujhe hota hai Mehsus karke dekho to dosti aaisa hota hai...Take Care
Socha na tha kbi aisi dosti hogi, Manzilo k sath rahein b hasti hogi, Jannat ki galiyo k khwb q dekhu, Agar hum saare dost sath honge to nark me b masti hogi.
Tum se khafa hokar hum jayenge kahan, Tum sa saathi hum payenge kahan. Dil ko to kaise bhi samjha lenge lekin, ANKHON se aap ka pyaar chupayege kahan..
Likhne wale ek ehsan likh de. Mere yaar ki takdir me uska pyar likh de. Na mile kabhi dard use mohobbat me. Tu chahe to meri takdir me gum hazar likh de.
Pee k rat ko hum unko bhulane lage.sharab main apne gum ko milane lage.zalim sharab pite he asar dikhane lagi.nashe main unki saheliyan bhi yaad aane lagi
Khokar hume fir pa na sakoge,jahan hum honge waha aa na sagoge,apni galtiyo ka ehsas to kia karoge,par hum chale jaenge waha,jaha se hume fir bula na sakoge.
bharosa tut jane se zara pehle bata dena,mujhe tum azmane se zara pehle bata dena,zehen ki rait pe tum ne mohabbat se likhi thi jo,wo tehrerein mitaney se zara pehle bata dena
Ae dost zindagi bhar mujhse dosti nibhaana dil ki koi bhi baat humse kabhi na chupaana sath chalna mere tum dukh sukh mein bhatak jau mein jo kabhi sahi raasta dikhlaana
Toote dil ne b uske liya dua mangi meri saanso ne har pal uski khushi mangi,jane kya dillagi thi usse k maine aakhri khwaish me bhi uski wafa maangi''''
Mujhse kisee baat par naraz na hona,tum pyari si muskan kabhi na khona, Sukoon milta hai dekh kar aap ki muskurahat ko,Mujhe mout bhi aaye to tum udaas mat hona
dost hain mere magar yaad bankar satate hain, fir bhi us insaan pe marna meri fitrat hai to hai! kab kaha maine ki mil jaye wo mujhe, par uski bahon me dum nikle , itni si hashrat hai to hai!
Dekhte hai aj hum un raho ka virana, jahan yaro k sang guzara tha ek hasin zamana, beeta vo daur bichade sab dost sath rah gaya to bas un beete lamho ka fasana.