amuz
.me
Share. Discover. Connect.
Home
Categories
Leaderboard
Contact
jaanu's Quote Collection
17 quotes in collection
jab ankhein band karo aur hum najar aye to jra sa muskurana hum khyalon se haqeeqat ban jayenge, jante hai ke mohabbat se mohabbat nhi apko magar hum apke dil ki mohabbat ban jayenge.
Shayari
jaanu
Sat, Apr 10, 2010
0
Share
76
10
yun to hr mod pe tujhe koi na koi chahega, magar mere jaisa yaar tu kahan payega, hum to bina bole jaan luta de tujhpe, bs dar ye hai ke tu mere marne ka gum na seh payega.
Shayari
jaanu
Sat, Apr 10, 2010
0
Share
73
36
jab koi dil tod de to pass mere ana hum tab bhi tumhe itna hi pyar karenge, aaj gujar gaya hai din tere intejar mein magar kal bhi hum tera yun hi intejar karenge.
Shayari
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
44
14
jab had se jyada kisi ko chaho to khayal rakhna ke jab dil tootta hai to todne wala wohi hota hai jise aap had se jyada chahte hai.
Hindi
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
57
9
mein LAILA nahi to kya par TERI DIWANI hun, tu SAGAR hai sajna mein LAHAR ka PANI hun.
Shayari
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
22
5
yun to har pal tujhe yaad karte hai hum, yaad kya teri yaad se jinda hai hum.
Shayari
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
20
1
ye dil ke jajbat hai inhe jhootha na samjho, hum thode se khafa hai hume rootha na samjho, bs ek baar dekhkar muskurado hume, khud pighal jayenge hume patthar na samjho.
Shayari
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
19
2
usne aaj meri mohabbat ko badnaam kiya hai, tanhai mein nahi sareaam kiya hai, fir bhi duain deta hai usko ye dil, kyunki humne to ye dil bs usi ke naam kiya hai.
Shayari
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
22
4
wo kehta tha k TERI MUSKAN JINDAGI hai MERI, tu PYAR se dekhti hai to chalti hai SANSEIN MERI, magar kya aaj aankhein meri shole ugalti hai, jo dekhne se bhi katrate ho SURAT MERI.
Shayari
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
7
0
kya bataen ke kis kadar marte hai hum aap par, dil hi nahi ye jaan nyochhawar karte hai hum aap par, magar aap ko bhi hai ghamand apni mohabbat par, isiliye to sajda karte hai hum aap par.
Shayari
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
14
2
aasma ka chand to badlon mein chhup jayega, jab hategi ghata tab najar ayega, humne to ghar banaya hai apke dil mein, apka ye chand apko chhodkar kahan jayega.
Shayari
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
15
4
hume to wafa ki saja mili tu kyun rota hai,
mujh badnaseeb ke liye kyun apne ansu khota hai,
bs ek gujarish sun na dil lagana kabhi, dil toota hai jab to dard bada hota hai.
Shayari
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
19
3
wo kehta tha ke mar jaunga gar dur tu chali gayiaur aaj wo khud hume jahar ka pyala thamaa gaya.
Hindi
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
26
1
jo kehte the hume kabhi jindagi apni, wo aaj humko hi ajnabee bana gaye,
khud ban kar baith gaye kinara saagar ka aur hume lahar ka pani bana gaye.
Shayari
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
21
3
jee nahi sakte bina dekhe apko aur aap ho ke surat chhupane lage hai,
wada kiya tha apne hansane ka kabhi magar aap to abhi se rulane lage hai.
Shayari
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
15
6
na jane kyun dil bechain hai tumhare bina,
so bhi paye raaton ko tumhare bina,
raat bhar ye soch kar jagte hum rahe,
ke umr bhar kaise jee payenge tumhare bina.
Shayari
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
14
1
jaan banakar humne tumse pyar kiya kiya hai,
khuda se bhi jyada tera aitbar kiya hai,
tumne kya diya hume sirf ansuon ke,
humne to fir bhi pyar mein rone ka intejar kiya hai.
Shayari
jaanu
Wed, Mar 31, 2010
0
Share
26
9