Tujhse Juda hokar ab raha nhi jata Tujhse door hone ka dard ab saha nhi jata, Ek baar lautkar aa jao sanam k ab jiya nhi jata, Teri yaadon k sahare ab kuch kiya nhi jata
Zindagi Ka Pinjra Kisi Din Toot Jaayega Phir Musafir Kisi Rah Main Choot Jaayega, Abhi Sath Hai To Baat Kar Lia Karo Kya Pata Kab Zindagi Ka Sath Choot Jaayega!!!
Kish dard ko sambhal pana asan nhi h, haste hue harpal bitana asan nhi, zindgi me har koi dil me nhi bas pata aur us ek base hue ko pana asan nhi h....
Maine unhe bahut koshis ki manane ki,bahut koshis ki nadi ke kinaro ko milane ki,par afsos jitna chahe ham dard chupane ki,wo koshis karte rahe dard ko bdhan ki
Dard is kadar bhadha ki ghabrake pee gaya,apni bebasi per taras kha ke pee gaya,thukra raha tha ye jaha badi der se mujhe ,aaj is jaha ko thukra ke pee gaya
Hadse Ban Kay Log Yahan Mila Kartain Hain Zakam Dekay Kaam Kiya Kartay Hain Roz Gir Jati Hai Devar Teri Yaadon Ki Roz Hum Maut Kay Saaye Mein Raha Kartay Hain
Aaj uski yaado ne tarpaya bahut Aaj na chahte hue b wo yaad aaya bahut Uske jane k baad to akelepan se dosti ho gayi thee Phir kyo tanhaiyo ne aaj daraya bahut.....
Koi pakar to koi khokar juda hota hai. Koi hanskar to koi rokar juda hota hai. Magar juda hone ka dard tab hota hai. Jab koi kisi ka hokar juda hota hai...!!
apne dard aap ko batake hum aapko taklif dena nahi chahte haste hi rehte jo hamesha hum aapko rulana nahi chahte thokar khake jo hum niche gire hai to khud hi uper bhi uthege ae dost tumhari to kya hum khuda ki bhi madad nahi chahte !!*
Haal-e-dil ae dilbar hum tujhe kaise kahen, Jo dard hai dil me use kaise sahen, Rone se teri tasveer kahin mit na jaye par, Jab dard hai dil me to ashk kaise na bahen.
“ Aansu Hai Ankho Me Par Beh Nahi Sakte Duniawalo Se Darte Hain Islie Kuch Keh Nahi Sakte Par Ye to Aap Bhi Samajhte Honge Ki Hum Aapke Bina Reh Nahi Sakte ”
Dhoop tez hai paas saya b nahi... Dard aisa hai k rona aaya b nahi... Aap k siva maine kisi ko apna mana hi nahi... Q k aap jaisa dost rab ne banaya hi nahi.
Dunia mein haqeeqat ka pata kuch b nahin. Ilzam hazaro hain khata kuch b nahin. Mere dil mein kya hai ye parh na sako gay Kuch ashkon k daagh hain or likha kuch b nahin.
DIL KA DARD EK RAAZ BAN KE REH GAYA... MERA BHAROSA MAZAK BAN KE REH GAYA... DILO KE SAUDAGAR SE DILLAGI KER BETHE... SHAYAD ISLIYE MERA PYAR EK ALFAZ BAN KE REH GAYA...
dard diya hai is sine mein us ke kyo tune hai us ko rulaya intezzar hai mujko us ka tum ne kyo na mujhe us se milaya mil hi jau ga ab m us se ab tum kya anjam dogi bata , e jindgi is tute dil ko tune hasna bhi na shikhaya