Karam Kar Do Kay Sitm -e- Gila Kiya Nahi Karte
Khizza Main Yaqeenan Phol Khila Nahi Karte
Khak Main Mila Do Ahmed Piyare Ko Par yad rahe
Ahmed Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte ………
Dosti nazro se ho to use kudrat khte he,
Sitaro se ho to use jannat khte he
Husn se ho to use mohabat khte he
Aur DOSTI apse ho to use kismat kahate ha
Pyar karne wale ki kismat buri hoti hai,
har mulakat judai ki ghadi hoti hai,
waqt mile to rishtey ki kitab phad lena
dosti khun ke rishtey se badi hoti hai...
tumse duri ka ahsaas jab satane laga
tere saath gujara har lamha yaad aane laga,
jabhi tumhe bhoolne ki koshish ki
aae dost tu dil ke aur bhi paas aane laga.
aapka ashiyana dil mein basa rakha hai
aapki yaado ko sine seh laga rakha hai..
pata nahi yaad aate hai aap hi kyon..
warna dost toh humne auro ko bhi bana rakha hai...
umeed aisi ho jo jeene ko majbur kare.. raha aaise ho jo chalne par majbor kare mahek kaam na ho kabhi aapni dosti ki yaari aaisa ho jo milne ko majbor kare...
Dost hote hain to ansuo ki v saan hoti hai,
Dost na ho to mehfil v kabristan hoti hai,
sara khel to dosti ka hi hai,warna miyat aur
barat 1 Saman hoti hai............
ek din jindegi aese mukam per pahunch jayegi. dosti to sirf yadon me reh jayegi. har cup coffee yad dost ki dilayegi, or haste haste ankhe num ho jangi
Ek Dost apne Dost ke liye kya hota hai,
Shyaad Bhagwan se bhi Zyada hota hai,
Radha to roti hai apne Krishna k liye,
Par Krishna to Sudama Ke liye rota hai.
Chupkese dil me ahat si ayi, Khayalo ne jaise li angdayi, Hamne socha ye mausam ka hai jadu, Tabhi dil se awaz ayi, are nadan tuze tere dost ki yad aayi.
Dosti duniya ki wo khushi hai,jiski jarurat har kisi ko hui hai,gujar k dekho kabhi akele zindgi,Fir khud jaan jaoge ki dosti ke bina zindgi bhi adhuri hai
Hoto pe aate ho Baat bankar, Dil mein aate ho Yaad bankar, Ankhon me aate ho Sapna bankar, Ho sake to hamesha meri Jindagi mein rehna Saccha Dost bankar. "