Ishq ek shokh nigaah hai dost, Unpe mit jaane ki ek chaah hai dost, Ishq manzil nahin, koi iraadaa bhi nahin, Jhoot ke jangal se alag, Sach ki ek raah hai dost.
Hum hawa ke jhonke hain, gujar jaayenge, khamoshi se tumhare dil mein utar jaayenge. Paake tumhari dosti yeh ehsaas hua humein, dost aapse bichhad kar hum mar jaayenge…
ISHQ ME DIL KA TAMASHA DEKHA NAHI JATA, HUMSE TUTA HUA SHISHA DEKHA NAHI JATA, APNE HISSE KI KHUSHIYA BHI TUJHE DE DUN, TERA UTRA HUA CHERA DEKHA NAHI JATA!
Har pal ki dosti ka irada hai aapse, apnapan hi kuch itna zyada hai apse, Na sochenge sirf umar bhar k liye, Qayamat tak sath nibhayenge ye wada hai aapse
Hasraton ki nigaho pe sakht pehra hai, Na jane kis umeed pe ye dil thehra hai, Teri chahton ki kasam ae dost, Apni dosti ka rishta pyar se bahot zada gehra hai
Hoton pe dosti ke fasane nahi aate. Saahil pe samandar ke khazane nahi aate. Udne do parindo ko shok hawa mein, fir laut ke college ke jamane nahi aate
DARTE HAN AAG SE KAHIN JAL NA JAEN... DARTE HAN PAANI SE KAHIN DOOB NA JAEN... DARTE HAN KHUWAB SE KAHIB TOOT NA JAEY... DARTE HAN AAP SE KAHIN AAP HUMEN BHOOL NA JAEN............
dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata, humse tuta hua sisa dekha nahi jata, apne hisse ki khusiya bhi de du tujhe, aye dost tera utra hua chehra dekha nahi