tanhaiyo se nahi hum mehfil se darte hai
duniya se nahi hum khud se darte hai
vaise to bahut kuchh khoya hai duriya mein
par na jane tumhe khone se darte hai
Teri ankhoin ke samander main hum doob jayenge, itna mat chalkao inhe hum toot jayenge, le le kwaab tu meri ankhoin se aur muskura, tu hai to meri ankhoin main kwaab aur ban jayenge,
Humse Mohabbat karke kya paoge, Humari aur baad rahe jiss moad par jaoge sirf thokare hi khaoge.Aagah humne kar diyaa he, ye ab tumhara naseeb he ki hume paoge yaa khud hi mit jaoge.
maut se dar nahi lagta teri aankhon main dekhkar , har hasrat jo poori ho jaati hain fanah hone ke liye . bahut mil jaayenge tujhe is duniya main dil lagane ke liye , ek umar zaroor lagegi mujko bhulane ke liye.
Kuch ulze hue sawalon se darta hai dil,Kuch bikhre hue sapno se darta hai dil,Aap chodh na jaana hath rahe safhar me,Qk apse dilon jaan mohhabat karta hai dil..
dua hai aap hamesha uhi muskurana akho me apni kabhi nami na lana mana zindgi ki raho me kuch kante biche hai par hum haath rakhenge upar se nikal jana
Tujhe dekhe bina humne, humdard banaya hai
Haan yaadon ne teri hi, hume jeena sikhaya hai
Mere humraaz, tu humsafar na bane, na sahi
Par toone hi humko yeh pyar sikhaya hai
Teray ishq me jeetay hain tere ishq me marte hain,
tum khush raho sirf yehi dua hum kiya karte hain.
duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain.
Jabse tere ishq mein diwaana huwa main,
kisi ka bhi tere siwa na huwa main..
Tu meri jindgi hai,tu meri bandgi hai,
tu meri tishnagi hai,tu meri harkhushi hai....
Amal Se bhi maaanga.
Wafa se bhi maanga.
Tujhko Teri raza se bhi maanga.
Na kuch ker sake to dua se bhi maanga.
Khuda ki kasam tujhe khuda se bhi maanga
Maana ki kabhi dil ki baat na btayoge, Par aankho mein jo hai vo kaise chupaoge? Vada raha humara yeh tumse Jab bhi palke uthayoge hume saamne payoge!!!
Deeiray dheeray dil main utarta jata hai koi,
Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi,
Main toot ke bikhar jaon, ye mumkin nahi,
Boht piyar se sath apne mujhe sulata hai koi………
mahak utthti hai meri nazar tujhe dekhne ke baad, bhoola deta huin jahain teri yaad aane ke baad, roshan chehra, surmayi ankhain, lab mey ke do puale, na hosh hai farishte ke bhi teri ek jhalak dekhne ke baad