Pehle Haq Tha Teri Chahat Ke Chaman Par Mera
Pehle Haq Tha Teri Khushbu-e-badan Par Mera
Ab Mera Pyar Tere Pyar Ka Haq-daar Nahi
Main Tere Gesu-o-rukhsaar Ka Haq-daar Nahi
Ab Kisi Aur Ke Shaano Pe Hai Tera Aanchal
Dilagi thi ussay hum say mohabbat kub thi,Mehfil-e-gair say zalim ko fursat kab thi, Hum heethay mohabbat main lut janay k liye,Usko hamarey pyaar ki qadar kab thee?
Aisa bhi koi jhonka is veerane me aa jaye,
Kaliyon ko khila jaye foolon ko hasa jaye.
Sadiyon se maine dil ka darvaja khula rakha,
Shayad koi aa jaye- Shayad koi aa jaye.
Behte ashqo ki jubaa nahi hoti, lafzo me mohabbet bayaan nahi hoti, pyaar karne wala koi mil jaaye tho kadar karna, knyunki kismat har kisi par meharbaan nahi hoti
chalo ek nazm likhte hain kisi k naam karte hain magar ye sochna hai ab k us main zikr kis ka ho? k us mai baat kis ki ho? k uss main zaat kis ki ho? ab ye b farz krte hain k jis pe nazm likhte hain humein us se muhabbat hai?
Kabhi hasata hai pyaar,
Kabhi rulata hai pyaar,
Har pal ki yaad dilata hai yeh pyaar,
Chaho ya na chaho,
Par aapke hone ka ehsaas dilata hai yeh pyaar.
Gam-e-ulfat main hum had se gujar gaye, ki unke isqe main hum deewane ban gaye, humne to sunai thi apni daastain-e-dil unko, vo zalim samjhe gazal aur wah wah kar gaye
Unki julfo ke tale hum zamana bhula dete hain, vo ek nazar se kitne armaan jaga dete hain, ishq to unko bhi hai humse ye jaanta hain hum, phir bhi na kah kar kyoin vo iss dil ko saza dete hain
Na misaal milegi tere husn ki iss kaynaat main, tu itni kasis bhari khoobsurti kahain se layi hai, labo hain maykhane aur ankhain chalakte pamane, aye khuda jaane aaj kis kis ki shamat aye hai.
Kya hai DIL ki haalat bataana nahi aata, kisi ko aise tadpana nahi aata, sunna chahte hai 1 baar fir aawaz aapki, magar baat karne ka bahaana nahi aata..
Main Tere Pyar Se Ghar Apna Basaaun Kaise
Main Teri Maang Sitaron Se Sajaaun Kaise
Meri Qismat Me Nahi Pyar Ki Khushbu Shayad
Mere Haathon Ki Lakiron Me Nahi Tu Shayad
Apni Taqdir Bana Mera Muqaddar Na Badal,