Pyar ka haq zamane mein sabhi ko hai Lekin pyar karne ka sila sab ko kahan milta hai Ye bhi kya kam hai ke kuch dair toh hum hass toh liye Bhala ye muqaddar bhi bhala sab ko kahan milta hai
Aaj muddat k baad kuch likhne ki chahat hui he, Kalam uthaya to lafjon k aane ki aahat hui he….. Aaj lag raha he shayad nikal pade dil k sare raj, Ab to aakhon me bhi aansuo ki muskurahat hui he……
Khwab Me Aaye Tum mere Dildaar Ban Ke, Us Pal Laga Tamanna hui Poori Meri, Jub Chand Ki tarah dikhi surat teri, Toota Jub Khwab Mera Phir Chhod Gaye Mujhe Tanha Kar Ke
unko na apna paye hum, unse ye baat chhupa na paye hum thokar khaye itne magar, unse na naraz ho paye hum pyaar samajh na paye magar, iska dard sehe gaye hum pyaar ke naam pe jaan nehin, ye pyaar hi luta gaye hum
Dil ko unse rusva hone ki kya wajah du Saanso ko unse doori ki kya saja du Gun ka samandar hai aage ya hai kaali raat Aapse pyar main mili hai dil ko kuch aisi saugaat.
Aaj Kasam Hai Tuje Tere MAIKHANE Ki, Pila Itni Ki Na Rahe Khabar Zamane Ki, Na Sukun Na Rahat Mangi Tujse, Dard De Itna Ki Fir HASRAT Na Rahe Dil Lagane Ki
kia dukh hai samandar ko bata bhi nahe sakta aansoo ki tarhan aankh tak aa bhi nahe sakta tu chor raha hai to khata is main teri kia har shakhs mera saath nibha bhi nahe sakta..
Mohabbat sab ko mil jaye, ye Zaruri to nahi! Wo bhi hamein chahen, ye zaruri to nahi ! Kuchh log bahut yaad aate hain iss dil ko, Hum bhi unki yaad ban jaye zaruri to nahi!
apko agar mohabbat nai humse toh koi baat nai, par aap kisi aur ki mohabbat v hona nai, hum seh lenge apki duryon k gham, par na seh paayenge ap k kisi aur k ho jaane ka gham!
Milti nahi rahaa yaha… manzil tak pahucho kaise… yakin koi karta nahi.. Usse yakin dilau kaise.. Ab toh tanha hogayi hai zindagi meri… Is zindagi ko roshan karu kaise …
Teri sari kasme sab wade adhure ho gaye raste mai kho gayi manzile sapne bhi khak ho gaye puch kar to dekh hale dil mera apne dilse tu khd jan jayegi tere ishq mai hum kitne barbad ho gaye.
haale dil jisko sunane ko hum betaab hue, apni chahat jis per lutane ko hum aaftaab hue, khilona samjha unhone hume or todete rahe her pal, or dekhiye toh meri kismat ki hum usi tasveer ka tuta hua kanch hue.
Haara hun main mohabbat ki har baji har imtihaan ko; Kyun nahi milti kamyabi is sansar me dil ki juban ko; Mujhe shikayat nahi hai gairon se kabhi ; Jab apno ne hi diya hai mera naam har iljaam ko.