kuch bhi bacha na kahne ko har baat ho gayi, aao kahi sharab piye raat ho gayi; naksha utha ke koi naya shahar dhoondhiye ab to is shahar mai sabse mulakat ho gayi.
Lufzoo mein fasaney dhundte hai hum log lufzoo mein zamaney dhundtey hai hum log to zair hi de sharab kehkar ay saqi jeen ke bahaney dhundtey hai hum log
Jabse gaye hai door woh hamse, tanhai ka hai ye aalam hum khud hi kabhi kabhi khud ko pukaar lete hain. Dard-e-judai jab hadh se gujar jaaye, apne gam ko yun hi pyale mein utaar lete hain.
Bahut peete the hum Mahobbat ne kasam dilaake chhudaadi Bahut peete the hum Usne kasam dilaake chhudaadi Yaaron ke sang baitthe the Mahobbat ki kasam dilaake pilaadi
Kisi k jane se kisi ko gum hota hai, kisi ko jyada kisi ko km hota hai. Ek tere jane se barasti hai ankhen meri, Dil me hr waqt gamon ka mausam rehta hai..
kal tk nasha chad jata tha sharab ka, aaj zehar bhi asar karta nahi. Suna hai gume yar me aa jati hai maut bhi kabhi, pr na jane kyoun main marta nahi..
Jisne Hamko Chaha, Use Hum Chah Naa Sake. Jisko Hamne Chaha, Use Hum Paa Naa Sake. Ye Soch Lo Ki, Dil Tutne Ka Khel Hai, Kisi Ka Toda Aur, Apna Bacha Naa Sake.
Nakhuda maan ke baithe hai jinki kashti mein, Woh hume maujo mein le aye hai dubone ke liye, Woh hawaon ki tarah rukh badal lete hai, Hum naseebon se ladhe the jinhe pane ke liye……
Pyar to kar len pr ruswaiyon se darte hain, is dil k zakhmo ki gehraiyon se darte hain, pyar me aisi chot lagi dil pe, k ab pyar ki parchai se b darte hain..
ZAKHAM DIL KA NASOOR HO GAYA,, JO ROOTH KR WO MUJHSE DOOR HO GAYA , WO KEH GAYA YE HE SAZA HAI TERI KHATA KI , UNSE PYAR KIYA HAMNE SHAYAD YEHI KASOOR HO GAYA..