Har koi in hoto pe muskan lana nahi janta. Har koi is dil ko churana nahi janta. Ek aap hi ho jo humse jeet gaye. Warna har koi hume harana nahi janta.
uski kami se dil mera udas hai , par mujhe to aaj bhi uske milne ki aas hai,zkhm nahi par dard ka ehsas hai aisa lagta hi dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai
Zindagi me na jane kaisa mukaam aa gaya. Pyase ke hath jaise jam aa gaya. Kadam larkhadaye to gire unki bahon me ja kar. Aaj hamara pina bhi hamare kam aa gaya.
Duniya-Dari Me Hum Thode Kachche Hain. Mgr Dosti K Mamle Hum Bahut Sachche Hain.Hamari Sachchai Bas Isi Baat Pr Kayam Hai Ki Humare Dost Humse B Achchhe Hain.
Najre na hoti to najara na hota.Is duniya me hasino ka gujara na hota. Hamse ye mat kaho dil lagana chor do. Jake us khuda se kaho ki hasino ko banana chor de.
Sath rahte-rahte yuhi waqt gujar jayega. Door hone ke baad kaun kise yaad ayega. Jilo ye pal jab tak hum sath hai. Kal ka kya pata ye waqt kahan le jayega.
Din dhal chuka hai, Sham jaa rahi hai, Ye raat bi dekho humpe hase jaa rahi hai, Har vakt tanhai, khamoshi sta rahi hai, Kehna sirf ye hai ki aapki yaad aa rahi hai.
Mujhe Kisi Se Mohabbat Nahi Tere Siwa Mujhe Kisi Ki Zarurat Nahi Tere Siwa Meri Nazar Ko Thi Talash Jiski Barson Se Kisi Ke Paas Wo Surat Nahi Thi Tere Siwa
Mohabat me itna gira ke zindgi zindgi na rhi,zindgi gulshan thi bigd gyi phoolu ki hasrat na rhi,bhool hamse hui chaha tha ek bewafa ko me ne,dedi aisi saza ke jeene ki tamana na rhi
Hamari awaz unhe sunai nahi deti,ab to door tak koi ummeed bhi dekhai nahi deti,parwah h unhe aur sab dosto ki,bus unhe hamari hi tanhai dikhai nahi deti.
hum apni zindagi khushi se luta de, agar khuda humari umar tumhe laga de, aur to kuch manga nahi khuda se, bas har janam me tumhe humara sathi bana de.......
Koi na mila jispe duniya luta dete, Sabne dhokha diya kis kis ko bhula dete, Dil ka dard dil me dabaye rakkha, Bayan kiya hota, toh mehfil ko rula dete.
har gira hua ghunghat hyaa ka nahi hota,har utha haath dua ka nahi hota. bujh jate hai aksar diye hamari hi galtiyon se,har baar kasoor hawa ka nahi hota.
HAYA UNKI KUCH BE HYA HO GAI AJAB AK KYAMAT PEDA HO GAI DUA MENE HAKMUSH KI THI KABHI YA SUNTA HOU UNTAK PHUCH KAR AAM HO GAI NAHI CHOD PAYA ME APNI KHUDI HA AKSAR YE MUJHSE KHATA HO GAI HUA AAJ DUSHMAN ZMANA MERA MERI VAFA BHI KHATA HOGAI.
ZINDGI HAI AK SHMMA JISE JALTE HI JANA HAI. MOT HAI AK SHAAM JISE JALTE HI JANA HAI.ZINDGI RAHI TO SHMMA OR BHI JLAEGE PAR MOOT KA MATAM AK BAR HI MANAEGE.
KABAR MERI BANE JHA PAR ASHK TUM GIRA DENA GIRA KAR ASHK KO TUM JARA MERI KABAR KO SEHLA DENA BHUL JAUGA HAR ZKHAM KO TERE TERE ASHKO KO PAKAR MUSKURAU GA MITA KAR HAR GAM KO TERE DAMAN SE APNI KABAR PAR SAJAU GA.
CHOD JAO GE AGAR TO KESE KATEGI ZINDGI,VAQT SE PEHLE JNAJE SE SATEGI ZINDGI,JINE KE LIA BHI CAHIYA PYAR PYAR KAM MELA TO GHATEGI ZINDGI,LAKH SAMJHATA HU TUMHE BINA TUMHARI KATI NAHI HAI ZINDGI.
MEHSUS KAR SAKTA HU MAI TUMHE PAR PAA NAHI SAKTA KYOKI ME JANTA HOU CHAND ZAMI PE AANHI SAKTA.CHOU SAKTA HOU ME TUMHE PAR APNA BANA NAHI SAKTA KYOKI ME JANTA HOU SAGAR GAGAR ME SAMA NAHI SAKTA.