mere do sher--- Qad sooraj ka naapa karna taron ki parchhai ka, Magar zehn me rahne dena manzar gahri khai ka. Saari ghalti meri hai ilzaam liye sar baitha hun, Gunahgar ho tum bhi lekin kam se kam chauthai ka.
Bhule nahi Aapko ye kaise yakin dilaye. Aapki dosti ki ahmiyat kya hai. Ye kaise samjhaye. Aasma se uchi hai Dosti Aapni Is chote se msg me kaise bataye.
prem pyar ki rit me mili na mujhko jit mera sabkuch le gai dekar dard ki bhikh.deni thi to dete hamko apne pyar ki sogat taki hum karte rehte aap ko hamesha yad.
Apko bhul jaye wo nazar kaha se laye.... Kisi aur ko chah le woh jigar kaha se laye.... Nahi reh sakte app ke bina.... Uff bhi na nikle wo Zeher kaha se laye........
yaado main kabhi aap bhi khoye hoge khuli aankho se kabhi aap bhi soye hoge maana hasna hai aadat gum chupaane ki par haste haste kabhi aap bhi roye hoge
Tu sitam chahe mujh par dha ke jaa, Tu apna chehra chahe na dikhake jaa, Main ye nahin kehta ki mujhe apna bana le, Lekin is tarah na muhe akela bana ke jaa.
Meri deewangi ko dekh ke muskuraate hai kyu mein jitna paas jau utna door jate hai kyu kuch toh vajah zaroor hogi unki berukhi ki mujhe aise har pal sataate hai kyu
mahakate har phool se puchhlo, barkha ki har bund se puchhlo, jo mere karib se gujari iss hawa se puchhlo, sirf tum ho is dil meri har dhadkan se puchhlo..
Har mod ka mukam nahi hota, Dil k rishto ka koi naam nahi hota, DISC0VERY CHANNEL ki help se khoja hai aapko, warna aisi PRAJAATI ka PRANI milna aasan nahi hota.
RAJ DIL KA DIL mein CHUPATA HAI TU,SAAMNE AATE HI NAJAR JHUKATA HAI TU,BAAT KARTA HAI TU,BAAT KARTA NAHI KI HOTI NAHI,PHIR KYOON MOBILE PE PAKATA HAI TU
Har khof se mujhe nijat dela do. Kabi juda na hone ka yaqen dela do. Tujhe khonay ka ehsas jo dil ma bas gya ha. Kuch is tarh se chaho K hr wehm mita do
Kbi Abad Karta Tha Kbi Barbad Karta Tha,Sitm Hr Roz Wo Ik Nya Ejaad Karta Tha.Arsa Ho Gya Khabar Hi Nahi Li Usne,Jo Panchi Rooz Mere Nam Per Azad Karta Tha
Nazron se nazar mili to dil machal gaya, Aapke dil ki shama mein dil jalke pighal gaya, Kya karein kasoor hamara nahi nadaan dil ka hai, Jo aapko dekha aur dhadakana bhool gaya.