Lab se nikle har duwao pe unka nam hai, Subah ka sabse pahle unko salam hai, Dua karte hai rab se meri jindagi bhi unhe dede, Kyoki unki khushi hi mara makam hai
Dil ki bat shayad unse batana hi na aaya, Shayad hame dosti nibhana hi na aaya, Koi unse jake puchhe to sahi ki, Wo khud hi ruthe hai ya hame manana hi na aaya
Hamne aangan me logo ko tahalte dekha hai, Bhir me bhi akele chalte dekha hai, Yu to sabhi moti sippi me khoja karte hai, Par hambe aansuo me bhi motiyo ko palte dekha hai
Kya shikwa karu mai jamane ki, Yaha to najar badal gayi hai apne or begane ki, Kuchh dostone is kadar sath chhora mera, Ki ab taman bhi nahi rahi naye dost banana ki
Nirmal hai Ganga nirmal uska pani hai, Ham jo likh rahe hai mohabat ki ek kahani hai. Log kahte hai pyar na kare pyar ek fareb hai, Ham kahte pyar kare kyoki pyar hi jindgani hai
Jindagi kuchh is tarah khamoshiyo se bhar gai, Khojta firta hu dil ka dard par pata nahi, Dard se na jane kyo jhuki jati hai palke bar bar, Our rone me bhi pahle sa maja aata nahi.
Unko aankho me bate chhupane ki aadat hai, Har waqt unhe muskurane ki aadat hai, Hamarri najare to unse ja mili, Jinko najar jhuka ke sharmane ki aadat hai
Dost kahna aasan banana mushkil hai, Dosti karma aasan nibhan mushkil hai, Yu to har mod pe ek dost mil jate hai. Par dosti ka ehsas jatana mushkil hai.
Mere kahny sy na paband-e-wafa ho jana, dil na many to kse waqt juda ho jana, na chaho jan se ziada kise ko Faraz, tum ny dekha nahen bandon ka khuda ho jana.
Koi hamse bhi najare mila kar to dekhe, Jam aankho se koi pilakar kar to dekhe, Waise to hame pine ka shauk nahi, Magar pi lenge koi aapni maikhane me bulakar to dekhe