Tutta dil mera aur isey phir jod na saka, usney to mod liya muh apna par me mod na saka . dekhta raha us gali ke kone tak usko, sochta raha kya le gayi aur kya de gayi vo mujhko,
Khyalon ko kisi ki aas rahti hai , Nigahon ko apki talash rahti hai , apke bina koi kami nahi hai ,lekin , apse baat kiye bagair meri tabiyat udas rahti hai !
Phulo ki tarah haste rahoto hum khush hai,Dil kholkar bate karo to hum khush hai, Hum ye nahin kahte ki hum se mulakat karo,Bus sms karte raho to hum khush hai.
har nazar mein ek kashish ho thi hai har nazar mein ek chahat hothi hai yeh mumkin nahin har kisi ki liye taj mahel banana lekin har nazar mein ek mumtaz hothi hai
us raat ko tho meri aise halath thi vo door the muhjse par dil ke paas the socha tha taaare ginke kat gayi raat meri taaare bhi nahin aaye vo bhi unke paas the
Na Khoobiyan meri hain naa mera koi Kamal hai.. Deta Wohi Kareem Wohi Jal-e-Jalal hai, Kuch apne dum par loon to chinanay ka darr b ho.. Us k diye ko cheen ley koi, kis ki yeh majal hai..
Charcha hota rehta hai deewano ka yahan, Har jaan ek jist jaise nazar aati hai, Baithe baithe koi surat yaad aati hai mujhe, Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad…
Khamoshi Muskaan Ko Chupaa Deti Hai, Chup Rehkar Hi Sab Kuch Bata Deti Hai. Khuaabo K Lie Hi Sirf Aankhein Nahi Hoti, Palke Bhi Jhuk Kar Sab Kuch Bata Deti Hai..
jeena bhi kaisa is dukh bhari zindagi me, pal pal marte hai sada tanhai me bebasi me, jinhe khoya hai humne unhe toh pata bhi nahin yeh, ki mohabbat haare hai hum unse dillagi
log kahte hain k mohabbat me asar hota hai kaun se shahar me hota hai kidhar hota hai kisi aashiq pe jab ishq ka junun sawar hota hai pahadon par bhi uska rassta hamwaar hota hai.
Tanhaai le jaati hai jaha tak yaad tumhari, Wahi se shuru hoti hai jindagi hamaari, Nahi socha tha chahenge ham tumhe is kadar, Par ab to ban gaye ho tum kismat hamaari.
Khuda ki mohabbat fanan kaun karega, sabhi nek ban gaye to gunah kaun karega, ai khuda sanam bewafa ko bachaye rakhna, warna hamari maut ki dua kaun karega.
humne metrik tak haasil ki hain education phir bhi naa jaan sake love ki definition phir dil ke darewazee par like diya no admission aap aa gaye phir bhi without permission