ye pal beet jayenge.. khushiyo ke badal phir khushiya barsayenge, ye zindegi hai kal kush the aaj ro le.. phir hasna hai milke kal kuch paya tha chalo ab kuch kho le....
HAR EK ZHKHAM BHAARA NAHI KARTE, SHEESHE TOOTHE KAR DUBARA JUUDA NAHI KARTE, KARTE THE HUM BHI BETAHAA MOHABAAT UNSE, PAR DOST HAR KOI KHUSNASEEB HUA NAHI KARTE!
Chahat k safar me jana asan nhi,vafa ibhana asan nhi,chain khokar puri krni padti hai shart pyr ki,jhut ka sahara lekar puri zindgi sath bitana asan nhi.
Mill jaye koi Naya to Hamein na Bhula dena Koi Rulaye Tumhein to Hamein Yaad kar lena Dost Rahange umar bhar Tumhare Tumhari Khushi na sahi Gham hi Baant lena
Nishane per jo lag jaye use kehete hai tir, Dil mein jo utar jaye use kehete hai tasvir, Jo milne ki ummid na ho aur wo mil jaye toh use kehete hai taqdir.
Jitni Bhi Mile Khushi Vo Kam Hai, hasne Ka Man Hai Per Phir Bhi Aankhe Nam Hai, Koshish Hai Muskurahat Ke Piche Dard Chupane Ki, Q ki Is Halat Ke Jimmedar Sirf Hum Hai..
Chhup Gaye Wo Jakar Kanhi Shayad Hame Satane Ko Lekin Ham Unki Yaad Me Bhool Gaye Zamane Ko Koi Unhe Jakar Ye Bata De Ki Taraste Hai Ham Unki Ek Jhalak Pane Ko
aankho me dard dil me jazbaat, chehre pe masumiyat hoto pe ek hi baat, Q kho gayi khushiya hamari kya galti thi jo keh di hamne unse apne dil ki baat....
tujh par khatm meri har chahat hogi, fir na kisi par ye inayat hogi, kuchh is tarah karenge hum mohabbat tujhko ke na zamane ko khabar hogi na zamane ko koi shikayat hogi