Hakikat nai puch mere fasane ki, Tere jate he badal gahi nazar zamane ki, Log puchte hai main khush kyo nahi, Kaya kahu meri to aadat thi tere sang muskurane ki.
Waqt fisalta rehta hai ret ki tarah, Hum bas usse sambhaalna bhool jaate hain.. Kuch log bahut khaas hote hain zindgi mein, Hum bas unhe batana bhool jaate hain..
Hakikat na puch mere fasane ki, Tere jate hee badal gaye nazar zamane ki, Log puchte hai main khush kyo nahi, Kaya kahu meri to aadat thi tere sang muskurane ki.
Har udasi hai mere dil par chhayi hui, Har khusi hai mujhse ghabrayi hui, Kuchh nahi bacha hai meri zindgi ke daman me, Chand kaliyan hain wo bhi murjhayi hui.
Jin siskyon mein aawaz nahi hoti.. Jin paankhon mein parwaaz nahi hoti.. Samajh lena ki dil ki chot khai hai… Yuhi koi haseen zindagi barbaad nahi hoti
Aaj shayad main kuch khash na likh paaya, Ek tasweer thi seene mein per saamne na aaya, Jalaa rakkhi thi chiraag andhere mann mein, Per uss mein se bhi roshani na aaya.
Khalis mohabbat mein itna inaam paya hai, Maine apne har shair mein tera hi naam paya hai, Barso baad tujhko phir yaad aaya hoon main, Lagta hai phir koi kaam aaya hai
Dil jo dooba aash ke gam ankh me machal gaye, Ek chirag kya bujha sau chirag jal gaye, Meri unki raah bas itni der ek thi, Do kadam chale hi the ki raste badal gaye.