Suni – Suni hai Jindagi meri, Mujhse rudhi hai har khushi meri, Shukriya aapki jafaoo ka, Jise jinda hai Shayari meri, De diya mujhko gam judai ka, Chhin kar har khushi meri, Apni khushiya tamam de de hum, Kash wo ho jaye mere, wo mere ek roj honge “Shahin”, Rang layegi Aashaki meri.
Kyon door ho kar bhi Koi dil ke paas rehta hai. Dil ke paas ho kar bhi Kyon us ka intezaar rehta hai. Yeh kaisa dard hai Jo meetha sa lagta hai. Mehfil mein hoon magar Mujhe tanha sa lagta hai.
Meri Muhabat Me Ek Ye Mojza Bhi Ho Raha Ha Jisse May Chah Raha Hoon Wo Mujhse Juda Ho Raha Ha Usse Lakh Bhulana Chah Raha Hoon Bazahir To Ma Per Wohi Meri Duaon Me Sar-e-Harf-e-Dua Ho Raha Ha
pyaar hai ya saza ae mere dil bata tootata kyun nahi dard ka silsila is pyaar mein ho kaise kaise imtihaan ye pyaar likhe kaisi kaisi daastan ya rabba de de koi jaan bhi agar dilbar pe ho na koi asar…
kroge yad ek din is unkahe se dost ko, chale jayenge jb hum kbhi na vapus ane ko, chalega mahfil me jb zikr hmara koi, to tum bhi tanhai dhundhoghe aasoo bhane ko."
Har Raat Ghum-E-Tanhai, Har Sham Teri Yaad Aayi, Lakh Tujhe Bhulana Chaha, Us Se Badh Ke Teri Yaad Aayi, Tujhe Se Koi Umeed Bhi Wabasta Nahi, Is Dukh Se Meri Ankh Bahr Aayi, Logo Ne Pocha Ashkon Ka Sabab, Bus Mujhe Kehna Pra, “Tanhai”
hum Q aap k lia jitay hai ham Q aap k lia martay hai, hum Q tumhay aapna samajhtay hai aur Q tumhay aapna samajh k bhi hum aapnay aap ko tanha samajhtay hai.....
Kyon ham har pal Unke khayaalon mein khoy rehte hain. Unke hi khayaalon se Apni duniya sajaaye rehte hain. Kyon lagta hai Ham unke bina adhoore hain. Mil jaaye agar woh To saare sapne pooray hain
Mohabbat seekh ker kerna. K bin seekhe mohabbat ka safar dushwar hota ha. Girebaan taar hota ha. Kabhi inkar hota ha Kabhi iqrar hota ha. Mohabbat seekh ker kerna.
nafrat thi humse to izhar kyun kiya... dena tha zeher to pyaar kyun kiya... dekar zehar kehte hai k pena hi hoga...jab pe gaye zehar to kehte hai k ab jeena ji hoga....
Nighahe nighago se milakar to dekho, naye logo se rishta banakar to dekho, hasrate dil me dabane se kya faida, apne hoton ko hilakar to dekho, asmaan simat jayega tumhare agosh me, chahat ki bahen failakar to dekho
har bar mangti ha naya chashm-e-yar dil ik dil k kis tarah se banaun hazar dil pucha jo us na talib-e-roz-e-jaza ha kaun nikla meri zaban se be-ikhtiyar dil
tere dil mein meri saanson ko jagah mil jaaye tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren ham magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain ham
muddat hui koi shakhs rulane ni aya! in jalti hui aankho ko bhujane ni aya kehta tha sath jiyenge,sath marenge! ruthe the ek roj to aaj tak manane ni aya
Kabhi to aasman se chand utre aur ek jaam ho jaye Tumhare naam ki ik khubsurat haseen sham ho jaye Ujale apni yadon ke hamare sath rehne de Na jane kis gali me zindagi ki sham ho jaye.
nasibo k khel ajeeb hote he, chahne walo ko sirf aansu hi naseeb hote he, kon caahta he apno se door hona, par aksar bichad jate he wo jo sabse kareeb hote he.