Mujhey Yaqeen tou nahin magar Yahi sach hai Mein terey waastey Umrein guzaar sakta hoon Yahi nahin ke tujhey jeetney ki khawaahish hai Mein terey waastey khud ko bhi haar sakta hoon
mujhe bhulkar dekho har khushi rooth jayegi,jab bhi khali bethoge meri yaad aayegi,najr fer lene ko nafrat nhi kehte,kyunki najr mai bhi tasveer meri hi najar aayegi.
Be-Aetebaar waqt pe Jhunjla ke ro parey Kho ke kabhi ussey tou kabhi Paa ke ro parey Kab tak kissi ke soug mein rouein gey umer bhur Hum khud ko kitni baar yeh samjha ke ro parey
Itna aitbaar to apni dhadkanon par bhi humne na kiya,Jitna aapki baaton par karte hain,Itna intezar to apni saanson ka bhi na kiya,Jitna aapka par karte hai
Apni Dhadkano ki aawaz suni hai maine.... Apni aankhon se koi baat kahi hai maine.... Bas ek didaar ke liye khud ko sambhale baithe hai.... Naa jaane ishq me kaun si raah chuni hai maine.
Khuda ne sharaab jo banai peene ke liye,to piya kyun na jaye,duniya banai jeene ke liye, to jiya kyun na jaye,mahobbat ne diya mauka, shayari karne ka To phir shayari kari kyun na jaye
DIL ko dukhane me waqt hi kitna lagta hai, Aansu bahane me waqt hi kitna Lagta hai, Aap ko hmari yad hi nhi aati,warna ek msg karne me waqt hi kitna Lagta hai.
Kissi ke waade par zindagi tabah kar baithe.... Diwangi me ye kaisa gunah kar baithe.... Ek CHAND ki aarzoo ke liye.... Hum apni hasin raaton ko `FANAAH` kar baithe....
Tapak rahi hai sharaab ki bondein paani ki tarahdil bhar gaya hai mera dard ke samandar ki tarahchaah kar bhi nahi bhula pate tujhe humteri yaadon ke sahare ruk nahi sakte peene se hum
Kar Lete Hain Sayri Jane Kiska Khayal Lekar Kabhi Kisiki Kabhi Apni Zamal Lekar Likhte Likhte Kab Nagma Banta Gaya Jiye Ja Rahe Hain Jane Kitne Sawal Lekar
Khwaab rehte the jo kabhi palkoN pe, Moti bankar aankhoN se jhhaR gaye. Daav par hote hain dil o jaan yahaan, Ulfat ke ye saude mehenge paR gaye. Dhundhle raaste, manzil bhi anjaani si.. Rukte kadam phir aage baR gaye.
Q dil me bas k dil dukhate hain log Q har qadam pe azmaty hain log Har pal rehty hain ankhon me jo sapno ki tarah Pir unhi ankhon ko Q rulaty hain log...
Na Kashti na kinaara hai koi, Na Manzil na Jeene ka sahara hai koi. Na aansu na Khushi ka ishara hai koi, Par Aap hain to Lagta hai ki.. Hamara Apna hai koi..