Har waqt pyar me takleef kyu milti he. Milne ke baad fir judai kyu naseeb hoti he. kyu koi kisi ke pyar ko nahi samajhta. Har waqt pyar me ruswai kyu hoti he...
kaun kehta hai ki har insan kaa koi apna nahi hota, aksar woh ek din uskie sapon me aata hai, saam hote hi hum bhi aapko ek pal yaad karte hai, magar kabhi ek panchi de puchna, ki ghosle tutne pe ushke man pe kya vichar aate hai.
Sabne pehchana par ek woh na pehchan paye. Mere dil me base pyar ko samaj na paye. Kyu is dil ne unse is kadar beinteha mohabat ki, Is sawal ka jawab aj tak hum dhund na paye.
pyar karne waalon ki takdeer nahi likh sakta, dil me basne wwlon ki kitab nahi pad sakta, hum safar zindagi kaa mukdar nahi badal sakta, aap jaisi hasina nahi ko nahi bhul sakta......
saari hado ko bhula kar maine tumse beinteha pyar kiya. tumne mujhe bewafai ka yeh kesa sila diya. Apne pyar ko galti ka naam dekar,hum dono ki zindagi ko khusiyo se anjaana kar diya..
Ye dil jisko chahe wo milta kaha hai,khuda har kisi ko ye deta kaha hai.Kismat se milti hey ye khusiya saari lakiron se apni ladke koi jeeta kaha hai..
paani ki har dhara me ek hi gaaj nahi hota. har kisi ko apni baath batane kaa raaz nahi aata, kaise kahu tumhe dil se chata hun, magar mujhe har baat batane kaa andaz nahi aata.
gair to gair apne bhi badal jate hai, mom toh mom pather bhi pigal jate hai, phir insan ko kya dosh dete ho, waqt padne par toh bhagwan bhi badal jate hai...
Agar mujse mohabbat nahi to rote kyu ho, tanhai me mere bare me sochate qu ho, agar manzil judai he to jane do muje, lot ke kab aonge puchhte kyu ho...
Tumne khokar wapas paaya he. MAine kuch na pakar sab kuch khoya he. meri badnaseebi ka mujh par esa saaya he ke bekasur ho kar bhi maine har kasurwar khud ko hi thehraya he. Tere pyar ki khatir maine har sitam haste-haste saha he.
Yeh pyar insaan ko andha bana deta he. Saare jahan se begana bana deta he. IS pyar me ankhe khuli rahe to hi acha he.warna bandh ankho me un sapno ka ashiyana hota he jin sapno ko ankhe khulne par toot jana hota he..
Yeh ankhe thami he tere didar me. Yeh dhadkan bhi thami he tere didar me. Ab aa bhi jao yu na tarsao. Mera dil bhi pyasa he tere pyar ko paane ki aas me...
hum dekh kar ish kadar muskrati ho, hum majburi se tumari galiyon me aate hai. ishe tum hamari khata naa samjna, hum apni soyi kismat jagane aate hai....
Hum To Jee Rahe The Unka Naam Lekar,wo Guzarte The Hamara Salaam Lekar,kal Woh Keh Gaye Bhula Do Humko,humne Puucha Kaise!!!!wo Chale Gaye Haatho Mai Jaam Dekar
roye the ish kadar ki badal bhi barste nahin, unke yyado ke phool sukh kar bhi bhikarte nahi, mila jo bhi gam sine se lagana sikha, dil ki aag ko ashko se bhujana sikha........