Aaj Bahot Yaad Aa Rahe Ho Tum, Aankhen Band Hai Phir Bhi Nazar Aa Rahe Ho Tum, Na Jaane Kyun Aisa Lagta Hai Ki Saamne Khade Ho Kar, Mujhe Ab Tak Rula Rahe Ho Tum
Isqe karane wale ki aankho ki baat samaj lete hai sapne mein miljaye to mulaqat samaj lete hai rota hai ye parwana ek sacchi dosti ke liye par log ise aansoin ki barsaat samaj lete hai
Aaya tha jine ke liye jeeke dekh liya, aab soch raha hu jeeke kya kiya, diye the jindagi ne hazaron tarha ke gum, har gum ka jam pena tha peeke dekh liya, Aaya tha jine ke liye jeeke dekh liya
DIL KE JAKHAM KISI KO DIKHA NAHI SAKOGE, DIL ME JO HAI KISI KO BTA NA SAKOGE, KAROGE JO JAWANI ME GIRL- FRIEND PE KHARCHA, BUDHAPE TAK UDHARI CHUKA NA SAKEOGE.
Patthar Ki Ye Duniya Jazbat Nahi Samajhti, Dil Mein Hai Jo Woh Baat Nahi Samajhti, Tanha To Chand Bhi Hai Sitaraon Ke Bich, Magar Chand Ka Dard Bewafa Raat Nahi Samajhti
Dil ko kisi anjaane se mode pe laakar woh, Tanha toot jaane ko chod gaye hai, Wapas lautoon ya aage chaloon main kya karoon, Woh meri har raah ko andhere se jod gaye hai!
jane ye tujh ko kaisa hunar ata h, raat hote hi tu aankho me utar ata h. me tere khayal se nikau to kahan jaun, tu meri soch k har raste par nazar ata h.........
Na mil payenge is baat ka gam to nhi, Ansoun ki kemat pani se kam to nhi, Tumhe khone k dar se neend ati nhi, Kahin is dar se tumhari bhi ankhen naam to nhi
Tute dile se phucho dard kya hota hai, Koi pass hokar bhi dur jab hota hai Hum nahi kehta ke us ka kusur hai Kasoor apna tha Esliya dil majboor hota hai
Jam agar jaruri hai jindagi ke liye to jam ko honto se lagayiye. Aram agar chahiye jeene ke liye to beshak aram kijiye. Fir bhi agar aram na mila, to ANUJ ka ek salah lijiye.Ki apni MAHBUBA ke julfoan tale panah lijiye.
Bhool kar mujhe woh kehte hai ke tum bhi mujhe bhool jana, Kabhi aaye meri yaad toh ansu mat bhaana, Main toh ek khawaab thi mujhe toota hua khawaab hi samajh jana.
Kab Niklta Hai Koi Dil me Bas jane ke bad. Dard Kitna hota Hai bichar Jane ke bad. Jo pas Hota Hai Uski Kadar Nahi hoti. Kami mehsush hoti hai Dur jane ke bad.