tujhko ijhaare mohabbat se agar nafrat hai toone hoton ko larazne se to roka hota hausla tujhme na tha mujhse juda hone ka warna kazal teri aankhon me na faila hota
Apna Saya Bhi Hame Pareshan Sa Lagta Hai, Apna Hokar Bhi Anjaan Sa Lagta Hai Khushiyon Ko Tarste hain Hum, Ki Koi Muskurata Hai Insaan To Hamko Bhagwan Sa Lagta Hai !
Bewafa toh woh khud the, par ilzaam kisi aur ko deti hai. Pehle naam tha mera uske hothon par, ab woh naam kisi aur ka leti hai. Kabhi lete thi wada mujhse saath na chorne ka, ab yeh wada kisi aur se leti hai.
aajkal wo bhi ishq ke maare nazar ane lage saare bhaware besahaare nazar aane lage wo kya gaye is baag se roshni hi chali gayi chaand ab nahi dikhta taare nazar aane lage
jis saawan ke mausam me dil khil uthta tha wahi saawan mujhe tadpata bahut hai ab jaroorat kya hai ki saawan me baadal hi barse dharti ki pyaas to mere aansu hi bujha denge ab
Aansoo ko kitna samjhaya ke tanhaiyo mein aya karo, Bhari mehphil mein hamara majak na udaya karo, Is pe aansoo tadap ke bole mujhse, Itne logon mein sirf tumhe hi tanha pate hai, Isliye hamesha apka saath dene chale aate hai .....
tu kal chali jaugi bin tere main kaise rahunga, tadapte dil ki kahani kisse kahunga, per tut chuki hai ab meri saanse, teri judaai ka dard akele kaise sehunga...
dil ka har saaz sunana ana chahiye mehboob rooth jaye to manana ana chahiye ishq to kai log karte hai jahaan me tumhe ishq ka andaaz-e-bayaan ana chahiye
Hum aapko yaad rahe to thik warna bhula dena, Hui ho humse koi khata to saja dena, Hum to ek kore kagaj ki tarah hai, Kuchh likho to thik warna jala dena…….
Dil hi hansata hai,dil hi rulata hai, ishq ki duniya mein har dil ruth jaata hai, puchta hoga dil bhi ishq se tootkar, har baar kya dil hi dard dene ke kaam aaata hai,,,
Chale toh hum bhi thay yeh sochkar, Ki gar manzil tak na sahi, Kuch der toh saath hoga, Lekin malum agar yeh hota, Ki humsafar saath hi na dega, Toh shaayad manzil hamari koi aur hi hota.
naseeb ke khel bhi bade niraale hote hain kuchh log bade kismat waale hote hain kisi ko milti hai tanhaai is duniya me kisi ke hazaaron chahne waale hote hain
jo mera tha wo mera ho na paya, aankhon main aansu the magar ro na paya. usne kaha k hum milenge khwabon main, aur main badkismat us roz se kabhi so na paya.
kabhi meri duaon me itna asar to aaye jise dhundti hai nigaahe kahi nazar to aaye hum aayenge palak jhapakne sepahle unho e hume yaad kiya ye khabar to aaye
toone to mujhe ahsaas bhi hone na diya kuchh paya nahi mene toone khone na diya jaane me hi kyo samajh saka na teri mohabbat sare dard le liye mujhse kabhi rone na diya