na din tha na raat thi, vo to bersaat thi.
hume kya pata tha ki, bersaat me hogi mulakat bhi. hume to us din mil k bhi, milne ka gum tha.
kyuki vo bichadane k baad aati bahot yaad thi.....
kya faida kisi ko chahne ka, kya faida kisi ki yaado me annsu bahane ka,jo samje na kisi k dil me base pyarr ko,kya faida uske pyaar k liye dil ko tarpane ka.....
Hakikat me jina jab AADAT ban jati hai. KHAWABO ki duniya berang Nazar AAti hai.Koi intzar karta hai zindgi ke liye or kisi ki Zindgi intzar ban jati ha.
aankhe khuli rehti thi jinki palke chumne ko, lab pyase rehte the jinke hot chumne ko, wo aaj bhi jati hai kayamat ban kar, hamare ni kisi aur ke saat ghumne ko.
Teri saanson ki thakaan, teri nigahon ka sukoot Dar haqeeqat koi rangeen shararat hi na ho Main jissay pyar ka andaz samajh baitha hoon Woh tabbasum, woh takkallum teri aadat hi na ho….!!
Unke liye kuch u karne ka dil karta hai. Chahat me unki hadse se gujarne ko dil karta hai. Dur rehti hai woh jalim is bat se anjan Ke unke bin ab to mar jane ko dil karta hai.
meri ankhen rakh lo mujey kuch khab dey do
jis mein tumhari jhalak ho aisi sharab de do
chalo chhodo sari batein ek baat maan lo
meri sari umer ley lo bus ek pal ka saath dey do..
aaj ye kshti yuhi dub jayegi ye akhri sas b yuhi chot jayegi zindigi k dhor me hum kabke chut chuke h par ye umar bhar ki dosti saas chutne k baad bi na chut payegi....
Dilme ek aas utthi hai.., Muhallik tassavuraat ki mehek utthi hai.. Kaash ye sab sach na hota.. Ye fariyaad dil se nikli hai… be panah muhabbat hai aaj bhi..
Pehle hote the kabhi tanha to mil jati thi mehfil, samandar k beech bhi hote to mil jata tha sahil, tumse milke bichadne k baad, mehfil me bhi khud ko tanha paate hai, sahil pe hote hue bhi, khud ko samandar k beech paate hai...
Yh aarzu the kh aaysa b kuch huwa hota,
Mere kami ne tujy b rula deya hota,
Main lout ata tere simat ek lamhy main,
Tery labon ne mayra naam to liya hota.
Yun hi koi kisi ke liye kuch nahi katra,
Marne wale k sath koi nahi marta,
Log to marne ke bad bhul jate hai,
Yahan ti zinda hai fir bhi koi yaad nahi karta
palkon mein ek sapna ho, in sitaron mein bhi ek jahan tera apna ho, chand ho tarein ho taron ki baarat ho, jeevan ke har mord par jahan ki har khushi tere sath ho..
Bichar gaya hai to us ka saath kya mangoun, Zara se umr hai gham se nijaat kya mangou, Wwo saath hota tu hoti zaroratain bhe bohat, Akeli zaat k liye kainaat kia mangoun
Chehre ki hansi se har gam chhupao, Bahut kuch bolo par kuch na batao, Khud na rootho kabhi par sabko manaao, Raaz haiye zindgi ka bas jeete chale jao..
teri duniya me kabhi shaam na ho, mehfil mile tujhko, par tu kabhi aam na ho, koi galti na ho tujhse kabhi, tujhpe kabhi koi ilzaam na ho, rahe paak tu hamesha, tu kabhi badnaam na ho.