Usko kaho meri saza me KUCH kami krde
.
Kisi ko toot k chahna koi jurm to nhi
.
Q deta hai wo har bat pe dukh
FÅRÅZ
.
Mare §ene me B dil hai koi pathar to nhi.!
tanha na hote hum jo ye mulakat na hoti,
bhige na hote hum jo yeh barsat na hoti,
khobsoorat si yad sath lekar chale the hum,
khobsoorat hi hoti jo ye tere bad na hoti
hum uske khushi ki dua mangte rahe, behad or bepanah mangate rahe, aaj wo khush hai kisi or ke sath, ab samajh aya hum khuda se apne liye he saza mangate rahe
Bas Ek Zara Khayal Is Dosti Ka Tha,
Warna Bohat Gila Teri Berukhi Ka Tha,
Mujh Ko Laga Main Bhi Teri Zindagi Main Hon,
Per Ye Tu Koi Dhoka Meri Sadgi ka tha.
Mujhe pata nahin kya ho jata hai,
neend aati nahin or chain kho jata hai,
phir dil bechain ho jata hai,
or khwaab kuch aisa aata hai,
ki aap ka hath hamare hathon mein,
or sar hamare kandhe pe nazar aata hai…
Aap ki dosti se chalti hai saanse humari, Aap ki Reply na aaye to tham jaati hein dhadkne humari, Aap se dosti ki saza mili ye humein.... Zakham judai ke de gai kismat humari.
Wo gajal walo ka washool samajhate honge,
Kahate hai kise mohhabat wo khub samajate honge.
kistani milati hai mere gajalon se surat teri,
log mujhe tera mahboob samajhate honge.
jindgi kabhi aapko hasati hogi,
kabhi aap ko rulati hogi,
yaad karta hai aap ko koi harpal,
is raftar bhari jindgi me 1 hicthki to apko roj jaroor apko aati hogi....?!!!
samandar ki sair karne hum nekle to laga nazare bahut hai,
kisti me bait chand ka dedar kiya to laga,
chand ko bhi chandi se mohhababat bahut hai,
jab wo laga rahi thi meri nam ki mehndi haato me,
usne kaha ki mehendi ke mehak kaam aur teri mehak bahut hai...
usne to kaha tha bade israar se rukne ko hume, na ruke hum.....
ye soch ki... jane kab badal jaye... unki waqti tabiyat hi to hain...
abhi kehta hain use mujh se jyada use aur kuch ajij nahi.....
kya bharosa kare us ka...jane kab fisal jaye.. niyat hi to hain...
Nazar to mila sake, Per zaban ko hila na sake, Laakh chaha humne, Phir bhi tum ko bhula na sake….
Is dil say teri yaad bhulai nahin jati Yeh pyar ki daulat hai lutai nahin jati Is dil say kesay tumhain bhulaoun main Har roz toh yeh duniya basai nahin jati
Waqt ke saath mosum badal jaate hai,
kehkhe hass kar ashko me badal jaate hai,
kon karta hai yha kisi ka intejar,
dhire dhire to pathar b pighal jaate hai
tujhe paane ki aas mein umar tamam gujaar di...
ab wasl to baksha khuda ne.. par saanse na chand udhaar di....
fir pyaasa reh gaya. main samunder k itne paas aakar bhi....
fir daga de gayi ye takdeer meri... yu banti baat bigaad di....