itni badi duniya me koi shara nahi
apno ki bheed me koi hamara nahi
dadam ladkhate to uska daaman thaam liya wo bhi haske bole kambakht ye daaman tumhara nahi.
Aap mujhse ab door kahan jayenge ,
Her dhakan me dil ki aap mujhe paayenge ,
Sochenge jab bhi hamare baare me ,
Hume khud ke karib payenge ,
Khyaal chuenge jab bhi hamare aapko tanhayeeon me ,
Aap apne labo ko muskurata paayege.
Darkat ke paimane pe chilman e husn ka
Furkat se yun sharmana....
Darkat ke paimane pe chilman e husn ka
Furkat se yun sharmana....
uparwali line ka matlab tumhare samaz mai aaye..
to hume jaroor batana.
Manzil ki talash me nikle hum sabhi,
Sabki manzil 1 ho zaruri to nahi,
Aise hi kisi mod par bichad jaye jo kabhi,
Ye mat samajna ki hum apke saath nahi
kambkhat isaq ne aaj hame rula diya,
jispe marte the usine bhula diya,
mene bhi uaski yaad bhula ne liye pita gaya,
ek din jalim ne usme bhi zaher mila diya
Dil ke tootne se nahi hoti hai aawaz
Aansoo ke behne ka nahi hota hai andaz
Gum ka kabhi bhi ho sakta hai aagaz
Aur dard ke hone ka to bas hota hai ehsaas
IDHAR BHI TU NAZAR AYEN, UDHAR BHI TU NAZAR AYEN, JIDHAR DHEKHOO, JHA DHAKHOO, MUJHE BUS TU NAZAR AYEN, AB TO ISQ MAI YEN HALAT HO GAI HAI JANAM, MAI MARTA HOON MUJHE YAMRAJ MAI BHI TU NAZAR AYE
KYA BATAYE KAISE LIKHTE HAIN HUM……
BUS YUN SAMJHO UNKI YAAD MAIN DO SHABD KEHTE HAI HUM….
MILTI HAI JAB FIR AAP JAISE DOSTON SE WAH WAH ….
TAB PATA CHALTA HAI AREY YE TO ACCHA LIKHTE HAI HUM
NA JAANE KYON MERI KISMAT HI SO GAI HAI, LAGTA HAI MERI KHUSHI KAHIN KHO GAI HAI, AB KAISE MANAYE USSE,WAPIS LAYE USSE, DIN TO NIKLA HI NA THA,PHIR RAAT HO GAI HAI.
Gam ne hasne na diya, jamane ne rone na diya,
Is uljhan ne chain se jeene na diya,
Thak ke jab sitaaro se panaah lee,
Neend aayi to teri yaad ne sone na diya.
sitaron ko chhune ki kosish hai mara, kambkhkt sochta nahin ye kitna bada sapna, dusron ke khusi ka kiyun dekhu sapna, kabhi kabhi lagta hai na samjhu kisiko aapna, koi ye dua mere liye bhi karna!
Asmaan ko Need Aaye To Sulayein kahan
Dharti ko Mout Aaye To Dafnayein kahan, Sagarme Lehere Aaye Chhupaein kahan
Hamko Aapki Yaad Aayein To Lukaein Kahan.
Rahne de Aasma Zamin ki talash kar,Sab kuch yahi hai Naa kahi aur Talash Kar,Har Aarzoo ho poori toh jeene ka kya Mazaa,Jeene ke liye Bas ek wajah talash Kar
aankho hi aankho me koi bat karta hai.ankho hi aanko me koi mulakat karta hai, bra muskil ho jata hai jwab dena, jab koi aankho hi aanhko me koi sawal karta hai.
Ya khuda maaf karna tere is gunehgaar bande ko,
Jo tumhari chamatkaar me dakhil hota hai,
Sirf ye poochne ke liye aaya hu mein,
Ke kyun har raat tanhai mein mera dil rota hai...