E Dost tere honthon ki muskurahat na jaye teri palkon me kabhi aansoo na aaye Teri raah me pade hon jo bhi kaante me hath rakhun aur tu guzar jaye...!!
Kya maangu khuda se tumhe paane ke baad, Kiska karu intzaar tere aane ke baad, kyo kisi ke liye jaan luta dete hai log, Mujhe maloom hua tumhe paane ke baad…
yad karoge to yad bhi bahut ayenge, dekhna chahoge toh dikh bhi jayenge, bhul kar bhi hame na bhulana e dost, warna aise chup ho jayenge kbhi nazar bhi nhi ayenge.
maine aapno ko dur hote hue dekha hai. jo mila ni use khote hue dekha hai, log kahte hai phool sada muskarate hai, maine pholo ko akele me rote hue dekha hai.
jo kabhi nahi badle use imaan kehta h, jo kabhi pura na ho use armaan kehte h, jindgi bhale hi khali reh jaaye, par jo dil me bus jaaye use Jaan kehte hai...
Todne k liye wada kiya nhi Jata, soch samajh k pyar kiya nhi Jata. Yakin karo, "Pyar" ho Ya "Dosti" Agar dil se ho to uske bina 1 pal b Jiya nahi Jata.
Tu Mera Hai Tera Naam Koi Or Na Le, In Bheegti Ankho Ka Jaam Koi Or Na Le, Kuch Is Liye B Mai ne Tera Hath Na Chora, Tu Gir Gaya To Tujhe Tham koi or Na Le..