Hum Se Na Ruthna Kabhi, Andaaz E Dosti To Ek Ada Hai Us Ke Bina Zindagi Mein Na Maza Hai, Is Liye Kehte Hain Hum Se Na Ruthna Kabhi, Kyon Ki Dost Ka Ruthna Bhi Ek Saza Hai. `
Dosti Pey Jeena Dosti Pay Marna, Sacha Dost Ager Na Miley, To Dosti Na Karna, Dosti Phool Hai Us Ko Sambhal Ke Rakhna, Toote Na Dil Kisi Ka, Itna Khayal RakhNa.
Dard Shahne Se Nahi Darte Hum, Par Us Dard Ke Khatam Hone Ki Koi Aas To Ho, Chahe Dard Kita Bhi Dard Nayak Kyo Na Ho, Lekin Dard Dene Wale Ko Kabhi Uska Ashas To Ho.
Mana Ke Tere Sehar Mein Mujhse Gareeb Kam Honge, Agar Biki Teri Mohabbat To Pehle Khariddar Hum Honge, Tujhe Khabar Na Hogi Apni Chahat Ki Keemat Ki, Tujhe Paakar Sabse Ameer Honge.
Ho Sakay To Paida Karo Khud Mein Kashish, Har Shakhs Ko Hasrat Se Deikha Nahi Kerte, Har Shakhs Nahi Hota Her Shakhs Ke Kabil, Har Shakhs Ko Apne Liye Perkha Nahi Kerte.
Jab Mera Naam Uske Hoton Par Aaya Hoga, Khudko Usne Rusvaai Se Bachaya Hoga, Suni Hogi Jab Mere Mohabbat Ki Dastaaan, Kya Usko Khudka Sitam Yaad Na Aaya Hoga…
Zindagi Jeene Ko Di To Jee Humne, Kismat Mein Likha Tha To Mai Bhi Pee Humne, Jo Naa Peete To Uss Khuda Ka Likhaa Galat Ho Jaata, Uske Ke Likhe Ko Nibhaya To Kya Khata Ki Humne.
Palko ko zid hai ankhon se aanso girane ki,dil ko zid hai aapko apna banane ki, apko zid hai agar hame bhulane ki, to hame bhi zid hai apko apni yaad dilane ki.