hamare bin adhure tum rahoge, kabhi chaha kisi ne tha khud tum ye kahoge, hum na honge to ye aalam na hoga, milnge bahut se par koi hum sa pagal na hoga.
Naseeb Par Zindagi Kheli Jaati Hai, Haathon Ki Lakeeron Par Taqdeer Paye Jaati Hai, Khush Qismaat Hote Hain Woh, Jin Ke Diloon Main Doston Ki Tasveer Paye Jaati Hai.
bhoolkar hamen wo khush rah payenge saath mein nahi to mere jane ke bad muskarayenge dua hai khuda se unhen kabhi dard na mile hum to sah gaye par vo toot jayenge.
Ay Dost Kabhi Ziker-E-Judai Na Karna, Mere Bharose Ko Ruswa Na Karna, Dil Mai Tere Koi Aur Bas Jaye Tu Bata Dena, Mere Dil Mai Reh Kar Bewafai Na Karna.
Chahaton Ka Sailab Abhi Baki Hai, Tere Honthon Ki Sharab Abhi Baki Hai, Yun To Mohabbat Karke Ik Kusoor Kar Liya Hai Humne, Mager Wo Sab-E-Vasl Ka Paap Abhi Baki Hai.
Sabke hatho me kuch lakire hoti hai, jinse sabki takdire hoti hai. dua hai apke hatha me wo lakire kuch khas ho, or duniya ki sari khushiya apke pass ho.
Teri Reh Guzar Ko Saja Di Maine, Jalake Ke Khudko Andhera Mita Diya Maine, Teri Khata Hai Na Koi Shikwa Mujhe Zamane Se, Ye Dil To Apne Hi Haatho Luta Diya Maine…
Tanahi Duur Karne Ka Koi Bahanna Banna Lo, Iss Akele Pann Ko Appna Saathi Banna Lo, Hum Bhi Akele Aur Tum Bhi Akele, Iss Mann Ko Jaisse Chaho Waisse Manna Lo.
Sar Ko Jhukana Padta Hai Rahon Mein Aksar, Yun Hi Bulandi Par Koi Khada Nahin Ho Zata. Bada Banna Hai To Kuchh Bada Kar Bande, Sirf Dikhane Se Koi Bada Nahin Ho Zata.