Dosto ki judai ka gum na karna, Door raho to bhi dosti kam na karna, Agar mile zindagi ke kisi mod per hum, To hame dekh kar apni aankhe band na karna.
wo pyar he kya jo unhe khush na rakh sake , wo dil he kya jo unhe samj na sake , pyar ko pana he pyar he nhi hota, un ko dard mila toh samjo tum mohbat na kr sake.
Ban jaun agr tumsa to tumhe kaisa lagega? har pal rahun tumse khafa to kaisa lagega? tum dosti me kabhi khud ko mitane pe ho raazi, ban jaye agar dosti saza to kaisa lagega...??
lux se nha dho kar kya karna hai , 21 dec'2012 ke din sbko marna hai 2 sal khusi se ji le dost, q ki agle janam me phir jhonson baby se suru kena hai..
Kuch aise yadein hai Jo dil ko bahut tadpate hain Kuch aise ankahi bate hai Jo dil mein dabi rehte hain Kuch aise khawb hai Jise dekh kar hum jite hain
Ye to zindagi hai Kabhi comedy to kabhi tragedy Ye duri kabhi laati hai near To kabhi deti hai tear Chandni raat ho ya amavas ki Jina to hai ye zindagi ! Hai na dear
DOSTI K wade ko yuhi nibhate rahenge hum, har waqt aapko state or mnate rahenge hum, mar bhi jaye to kya gum hai, aansu bnkar aapki ankhon me ate rahenge HUM.
Usne jab pyar se meri taraf dekha hoga. . mere baare mai bade goor se socha hoga... subho ko jisne sajai hai hasi hoton par raat bhar usko kisi gam ne sataya hoga.
Na wo inkaar karti hai.... Na wo Ikraar karti hai.... wah wah Na wo inkaar karti hai.... Na wo Ikraar karti hai.... kambhakt mere hi sapno me aakar Mere Dost se pyaar karti hai....
Mari dosti ka andaza na laga paoge, khud ko bhool jaoge magar hum ko na bhool paoge, Ek baar baar hum se juda ho karto dekho, Qasam tumahri hamare bagair jena bhool jaoge
Mana ka pyar me kamzor a hum,Par pyar ki tasvir dil me raktae hai hum,Bhale hi apniroz mulakat na hoti ho, Par salamat rahe aap yahi dua karte hai hum.
ULZI Hui DUNIYA Ko PaNe Ki Zid Kro,Jo N Ho APNA Use APNANE Ki Zid Kro,Is Samundr Me TUFAN Bahut Aate Hai to kya hua,Is K SaHiL Pe GHar Banane Ki Zid karo....
Bad muddat k use dekha logo,wo zara bhi nahi badla logo, khush na tha wo mujhse bichud kr wo bhi, uske chehre pe likha tha logo, dost to khair kon kiska hua, usne dushman bhi na ban ne diya logo...