Dard kia hota hai btayein gein kisi roz Kamal ki ghazal tum ko sunaein gein kisi roz Thi unki zid k mai jaun unko manane Mujko yeh veham tha vo bulayein gein kisi roz kabi b maine to socha b nahi tha Vo itna mere dil ko dukhaein gein kisi roz Har roz...
ek lamha ek sadi sa guzrta jata hai, jab apna koi begana banata jata hai, yun to awaaz aati hai har shishe k tutne ki, par kabhi bin aawaz k sab kuch tut jata hai.
Wo sunta to main kehta,mujhe kuch aur kehna tha, wo pal bhar ko jo ruk jata,mujhe kuch aur kehna tha. kamai zindagi bhar ki,usi k naam to kar di, mujhe kuch aur karna tha,mujhe kuch aur kehna tha. kahan us ne suni meri,suni b un-suni kar di, usay maloom...
Ji Raha Hai Tu Aaj HaMe Bhulakar, HuM Teri Yaad Me Pal Pal Marte Hai, Isse Badi Mohabbat Karneki Saza Kya Hogi, Jo Tujhe Kisi Aur Ki BahonMe pAate Hai..
Tere golden face ki beauty ne, Mere komal heart pe attack kiya, Sabko reject kiya tumko select kiya, Request hai tumse Isse refuse na karna, Dosti ke is bulb ko kabhi fuse na karna.
TuMse Bina Puchhe TuMhe Pyar Kar Baithe, Dekha Sapna Tujhe Apna Bananeka, Kasur HaMara Tha Jo Ye Bhul Gaye Ke Khuda Ne HaMe Kabhi Haq Na Diya Sapne Dekhneka…
Jinki raahon mein humne bhichai the sitare; Unse kehte hai harpal aansuon ke sahare; Ho gaye hai saare shikwe kitne kinare; Magar phir bhi kyun woh huwy na humare!
Meri Chahat ne Use Khushi De di, Badle Me Usne Mujhe Sirf Khamoshi De di. Khuda Se Dua Mangi Marne Ki, Lekin Usne Bi Tadapne Ke Liye Zindagi De di ......
Kasey Kasey Na Muhabat Main Zamane Aye Aik Hum Thy Kah Na Hush Apny Thikane Aye Bhool Betha Tha Jisey Shidat_e_Ghum Se Us Ko Merey Ahbab Mujhe Yaad Dilaney Aye Mutmaeen Thy Ke Lagi Dil Ki Sunain Gay Hum Dost Jab Aye To Apni Hi Sunnay Aye Hum..
Mohabbat chahat ke siva kuchh bhi nahin, zindagi gham ke siva kuchh bhi nahin, Aap ke paas mere siva sab kuchh hai par mere paas aap ke siva kuchh bhi nahin.
tujhe dil se juda kabhi hone nahi denge tujhe neend bhi aye to sone nahi de nge tari muskan 3hume itni pyari lagti hai hum mar bhi gaye to tuj he rone nahi denge