Mere Alfaz Main Dard Chupa Hain, Chupke Se Koi, Dile-E-Nadan Apna Ho Gaya Hain, Rooh Dhoongti Hain Un Ko Bahar, Voh Chupke Se Dil Main Aram Farmata Hain.
Bewafa to use kehte hai jo wafa nahi karte, Agar tumse pyar na hota to tumhe bewafa kaise kehte, Phirbhi tumne mere pyar ka aisa sila diya hai, Ke tumhe bewafa kehna bhi bewafai ki tauheen hoti hai...
Sab Kuch Milta Hai Bas Ek “Khudai” Ke Siwa, Zindagi Bahut Pasand Aayi Ek “Ruswai” Ke Siwa, Meri Chahat Ka Ehsas Bhi Na Kar Sako Ge Tum, Us Ki Har Ada Pasand Hai Ke “Bewafai” Ke Siwa.
har sawal ka jawab mile jaruri to nahi har ankhon ko khawb mile jaruri to nahi bhagwan ki adate hai intihan lena har intihan hum pass ho jaruri to nahi
Na jaane aaj dil itna udas hai kyon Vo ho ke door itna pas pas hai kyon Mujhe malum nahi uske liye main kaun hoon, kya hoon Magar mere liye vo itna khas hai kyon
Tum Ko Kya Pata Ki Tumko Kitna Chaahta Hun, Tum Ko Kya Pata Ki Mai Tumpe Kitna Marta Hun, Bas Ek Hi Gujarish He Meri Tum Se Meri Dost, Ye Dil Ki Baat Tum Se Kahene Mein Bahot Darta Hun.
Andhere Ne Kabhi Roshni Nahi Dekhi, Maut Ne Kabhi Zindagi Nahi Dekhi, Jo Kehte Hai Mit Jati Hai Duriyon Se Dosti, Unhone Shayad Hamari Dosti Nahi Dekhi.
Mere Khwabon Ki Malika Hai Tu, Na Tujhme Kahin Koi Kami Hogi, Jo Na Bhi Hua Tere Pass Koi, Roop Ka Khazana Toh Kya, Hai Yekeen Ye Mujhe, Dil Ki Tu Sabse Haseen Hogi.
Aapko Dekhar Aati Hai Baharein, Aapko Dekhkar Chhate Hai Sitare, Aap Hi Ko Dekhkar Khil Jate Hai Phool, Lagta Hai Aapko Banane Mein, Nahi Hui Rab Se Thodi Si Bhi Bhool.
Woh Aapka Palke Jhuka Ke Muskurana, Woh Aapka Nazarein Jhuka Ke Sharmana, Waise Aapko Pata Hai Ya Nahi Hume Pata Nahi, Par Is Dil Ko Mil Gaya Hai Uska Nazarana.