Ae dost tere dosti ke liye duniya chod denge ham, Teri taraf aaye har toofaan ko mod denge ham, Lekeen tune jo saath choda hamara, Kasam se tere bina mar jaayege ham.
Hm dostika farz yohi nibhate rahenge, waqt be waqt aap ko state rahenge, DUA karo umar yo lambi ho hamari, warna yad bankar aap ko zindgi bhar rulate rahenge
Dosti lafz nahi jo mit jaye, umar nahi jo dhal jaye, safar nahi jo mukam paye, ye wo ehsaas hai, jiske liye agar jiya jaye to jindagi bhi kam par jaye.
Khuda ne humse pucha. Tumhe kya du. To humne kaha.. Mere sabse pyare dost ki pyari si muskan unke otho se kabhi na chhute. Unki muskan hi to humari zindagi hai.
What is MOHABBAT MOHABBAT IS M, mot. O, oljhan. H, harna. A, aansu. B, bewafai. B, barbadi. A, andhera. T, tanhai. SO friendship is always better than love…
ap ne kya socha paigham nhi aayega? socha ki ye dost ap ko yohin bhol jayega? ye to ada hai humari satane ki. warna itne pyare dost ko kaun bhol payega?
na chahat hai chand ki, na arzu hai sitaron ki, na ummid hai nazaron ki,na quayish hai baharon ki, aap jaise ek dost mil jaye tho, kya jarurat hai hazaron ki?
'KAL HO NA HO' per iss zindegi me dosti ko 'FANAA' na hone dena. mere har gam me kehna 'MAIN HOON NA' jivan me 'CHALTE CHALTE' yaar 'KABHI ALVIDA NA KEHNA'.