Dub jati hai kashtiya jab aate hai tufaan, Yaade reh jati hai bichad jate hai insaan, Yaad rakhoge to bahot qarib paoge, Bhul jaoge to dhundte reh jaonge.
kal tak rehte the jo in nigahon me, aaj paya hai unhe kisi gair ki bahon me, kanto se likha tha khuda ne mukaddar mera, toh kyun bichaye the phool un rahon me…
Iltija Hai Bas Tujhe Paane Ki, Aur Koi Hasrat Nahi Hai Tere Deewane Ki, Shikva Mujhe Tujhse Nahi Khuda Se Hai, Kya Zururat Thi Tujhe Itna Khubsoorat Banane Ki.....
Tadapti Hain Yeh Saansein Har Pal Teri Judaai Mein Paresaan Hai Yeh Dil Har Taraf Faili Tanhai Mein Na Jeene Ki Tamanna Hai Na Koi Khwabon Ka Basera Hai Bejaan Ban Gaya Hai Dil Teri Ruswai Mein.
Tum kabhi nafrat na karna hum se Hum kabhi bhi yeh sah nahi payenge Bas tum Ek Baar Keh Dena Humse Jarurat Nahi ab Tumhari Hum Aapki is Duniya Se hans Kar Chale Jayenge.
Yeh Kaisi Judai Hai Jisne Hamein Shayar Bana Diya, Yeh Kaisa Gam Hai Jisne Hamein Bebas Bana Diya, Socha Nahi Tha Juda Ho Jaoge Humse Kabhi, Karte Bhi Kya Jab Apne He Gair Bana Diya…
Dil Ke Aaine Khaney Ki Adhoori Tasveer Taqdeer Ki Kitaab Ki Ki Woh Adhoori Tehreer Kisi Dil Ki Baasti Mein Ek Adhoori Jagheer Kismat Ke Haathon Par Ek Adhoori Lakeer..
Din beet jaate hai kahani bankar... Yaade reh jaati hai nishani bankar... Par rishte hamesha rehte hai... Kabhi hothon ki muskaan bankar to Kabhi ankhon me paani bankar..
Aaj fir khuda ne pucha, Hastaa hua chehra udaas kyun hai? Barasti nigahon me pyass kyun hai? Jinki najaro me tu kuch bhi nahi, Wo tere liye itna khas kyun hai.
Dekh kar Tanha Mujhse pocha Baharon ne, Kaha gaya tera wo Hamsafar? Tujhe to Bara Naaz tha us par. Ye Dekh kar Mai Chup Raha, Magar! Mere Ansoaon ne Jawab dia, Milna Qismat me Bichrna Naseeb tha Wo mujh se Itna Door Ho Gaya Jitna Wo Mere Qareeb Tha.