Is toote dil mein abi bi ik aas baki hai…. Aaj bi unko pane ki wo pyas baki hai….. Itni jldi wo aayenge bi to kaise ……… Ab to hmari ik hi saans baki hai……
Karta raha fareb koi saadgi ke saath, Itna bada mazak meri zindagi ke saath, Shyad mili saza iis jurm ki mujhe, Ho gaya tha pyaar mujhe ek ajnaabi ke saath ….
Socha tha jab milenge raah chalte kabhi, dil ki baaten juban par na aane denge, hamne lab khole bhi nahi aur wo sab jaan gaye, khaamoshiyon ko samazne ki wo adaa unme aaj bhi hai…
Sagar se dosti to kinaare bhi nhi karte Aajkat to wafa humse hamare bhi nhi karte Ek tumse thi ummeed, So wo bhi aaj toot gayi… Chup-chap beh jaate hain, Kisi se sikayat mere aansu bechaare nhi karte hain.....
Muskurane Ki Koshish To Ki Thi Magar,, Phir Bhi Palko Pe Thodi Si Nami Reh Gayi. Dard Mujhse Milkar Rota Raha, Aur Khushi Thode Faasle Se Dekhti Reh Gayi.
Chaha tha humne jise use bhulaya na gaya, Zakhm dil ka logon se chhupaya na gaya, Bewafai ke baad bhi itna pyar karti hu ki, Bewafa ka ilzaam bhi us par lagaya na gaya…
Jab paas the unke hum tab kuch bol nahi paye. Aaj milo door tadap rahe hain unke yaad me. Kya kabhi hum kar payenge izhaar pyaar ka. Yaa karte reh jayenge intzar unka.
Mahal teri umeed ka dhahne nahi diya, Gum zdaa hu main kisi ko kahne nahi diya, Nao ho yakin to puchlo in aanhko se, Ek aansu bhi in aankho se bahne nahi diya…
Pyar Mein Kiye Waade.. Waade Hi Rahe.. Hum To Bhooli Bisri Si Yaadein Hi Rahe.. Haqeeqat Ke Aaieeno.n Mein Tadapte Aks The Dhanwant.. Unke Sapno Ke Hum To Siraf Shehjaade Hi Rahe..
Wo samjhe na samjhe hamare jazbaat ko, Hum maanenge unki har baat ko, Hum chale jaayenge ek din is duniya ko chodkar, Wo aasuon se royenge har raat ko..
Kyun hoti hai Yeh raat itni tanha , Sab ko kyun hoti hai apni kismat se sikayat , yeh kismet bhi ajeeb khel khelti hai sab se Pah nahi sakte Jise ko hum pyaar me dosto , Ye mohabbat kyun hoti hai usi se hame dosto
Meri Zindgi Ko Ek Tamasha Bana Diya Usne Bhari Mehfil Mein Tanha Bitha Dia Usne,
Aisi Kya Thi Nafrat Usko Mere Masoom Dil Se Khushiyan Chura Kar Gham Thama Dia Usne, … Bohat Naz Tha Us Ki Wafa Pe Kabhi Hum Ko Mujh Ko He Meri Nazron Mein Gira Diya Usne.
Chah kar bhi use apna na bana sake, Ishq kar k bhi unhe ye jata na sake. Dil tha hamara koi kagaz ka tukda nahi, isliye cheer kar kabhi bhi dikha na sake…….
Koi Naaraaz Hai Humse K Hum Kuchh Likhte Nahi, Kahan Se Laaye Lafz Jab Wo Milte Nahi, Dard Ki Zubaan Hoti To Bata Dete, Wo Zakhm Kaise Bataaye Jo Dikhte Nahi.
Yaha Mukammal nahi hoti saari umeede sabhi ki. Jaise umar kat jati ho intezar mai kisi ki.. A khudhaa tu bata de mjhe aaj itna tu… kyo likhi meri taqdeer aise.. Jaise ho an suni fariyaad kisi ki..
Gamo ki mujh par kuch aisi nazar ho gayi, jab bhi hm hanse to ye aankhe tar ho gayi, hum roye bhi shiddat se to wo jaan na sake, wo udas bhi hua to hame khabar ho gayi...
Yeh Kis Ke Ansoo Gire Kafan Pe Mere Yeh Kon Roya Mujh Ajnabi Ke Liye Meri Maut Ke Baad Hi Us Ko Ehsas Ho Ga Mein Kitna Acha Dost Tha Us Ki Dosti Ke Liye…
Tuta sapna to sapne dekhna chod diya Tuta dil ka rishta to rishte banana chod diya Kehte he sada muskrate rho Pr kisine itna rulaya k hmne muskrana chod dia.
Tute Hue Glass Me Jaam Nhi Aata Dil Tootta Hai To Aansu Bahar Nhi Aata Dil Me Armaano Ko Rakh Liya Hai Maine Ae Zaalim Kya Tujhe Mera Pyaar Kabhi Yaad Nhi Aata…
kitni siddhat se tumhe pane ki kosish ki hein ke har zarre ne tumse milane ki sazish ki hein.........agar kisi chiz ko tum dil se chaha to sari kaynath use tumse milane ki kosish mein jut jati hein.........
Hume Bas Aapki Yaad Bahut Aati Hai, Aur Dil Ko Udaas Kar Jati HAi! Koi Puchhata Hai Aapki Yaad Kitni Aati Hai, Kuchh Bol Nhi Paate Bas Aankh Bhar Aati Hai!!
patther ki hai dunia zasbaat nai samjhti, dil mai h kya baat wo baat nai samjhti, tadpta to chand bhi hai sitaron ke beech, magar uska dard bewafa raat nai samjhti.