“ Fareb tha hassi me aashiqui samajh baithe,Maut ko hi apni zindagi samajh baithe,Waqt ka majak tha ya badnaseebi hamari,Unki do baaton ko chahat samajh baithe
Mudato bad koi apnasa lgne laga hai Ab unse judai ka dar lagne laga hai Dil ki bekarari har pal beshumr hoti ha Milne se zaida judai dil ke aar paar hoti hai
Behte Huae Dariye Ko Kya Modega Koi.? Tute Huae Shishe Ko Kya Jodega Koi.? Chalo Ek Baar Phirse ISHQ Karke Dekte He.! Ab Is Tute Huae Dilko Kiya Todega Koi....?
Guzri hai kal woh raat ajeeb si, karte rahe woh humse chaahat ajeeb si, ab saari zindagi tanha hi jina hoga, bichadte waqt woh kar gayi baat ajib si..!!
Aap samjhe na samjhe mere zajbat ko, hume to manna pdega aap ki har bat ko, hum to chale jaeyenge aap ki dunia chod kar, mgar dekhna aap roeynge akele har Din raat ko.
Kabhi use bhulana chaha, Kabhi use manana chaha, maine jab bhi chaha sirf use chaha, na jane kya bat thi mere aasuo mein.. jo usne muje sirf aur sirf rulana chaha!
Pene do sharab abhi to sham baki hai ae yaar tere naam ka bhi 1 jaam baki hai jana aih ladkhadate hue maikhane se peene do abhi to kadmo mein jaan baki hai.
Koi mila humein chand ki chandni ban kar, koi mila pariyo ki kahani ban kar, par jis kisi ko palko mein basaya hum ne, wo nikal gaya aakh se pani ban kar.
Dil mein hasrato ko daba ke jete hai, Apne gamo ko duniya se chupa ke jete hai, Kya lotega jamana khusiyo ko humare, Hum khusiya to apne pyar pe luta ke jete hai.
Woh palkon ka kinarey jo hun ne kabhi bighoye hi nahi, Ye mat samjhna kay hum kabhi roye hi nahi, wo roz puchatey the jay khuwabon me kya dekha... aur ek hum hain jo ek umar se soye hi nahi...
Milne ki khushi hai ya bichadne ka gam, Aankho me Aansu hai ya udas hai man, kaise kahe, kaise hai (Hum),bas itna samajh lo ki (Tum) bin Akele hai Hum .