us jaisa moti samandar me nahi h...wo cheez mang rahe he j muqaddar me nahi h....kismat ka likha to mila hi h hame....dua to us cheez ki h jo kismat me nahi h...
Sapno ko aansuo me bhigte dekha hai, Gam me bhi hotho ko haste dekha hai, Arman to roz ubharke tut jate hai, Fir bhi Ummido ke sahare Logo ko jite dekha hai
unko apne hal ka hisab kya dete, sawal sare galat the jawab kya dete, woh teen lafaz ki hifazat be na kar sakey, phir unke hatho me zindgi ki puri kitab kya dete
YE Q MERE SAATH HOTA HAI, KHUSI KI TALASH ME Q DUKH HASIL HOTA HAI,AI KHUDA TU JANTA HAI YE KAISA EHSAS HOTA HAI, MERI JAAN KO BATA DE KITNA TAKLIF MUJHE HOTA HAI, AI KHUDA MERI TAKLIF NAHI MERE DILSE JUDA HAI, MERI JAAN TU AB LELE YEHI MERI DUA HAI.
Socha na dil lagane se pahle Apna aap gawane se pahle Hum besamjhe dil par ruke rahe Vo mausam ki tarah badal gaye Or hum rukhan (tree) jaise khade rahe
Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyunki Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe…
Un lamho ko yaad kar ke jee raha hoon, Tere diye un zakmo ko khud hi si raha hoon, Kahi milne se pehle jan na nikal jae humarai, Iss liye roz rab se faryaad kar ke pee raha hoon.
Meri yeh hasrate nakaam se jal jaati H, Hum chiragon ki tarah sham se jal jaate H, Shamaa jis Aag me jalti hai numahish k Liye, Hum ussi Aag me gumnaam sejal jaate H, Jab b Aata hai tera naam mere naam k Saath, Na jaane kyun log mere naamse jal jaate Hain
kaas unki chahat hame hasil hoti, hamari nigahein unke chahane, walon ki tarah katil hoti par pyar ka hai yahi dastoor, har pyar karne wala hota hai ruswa
Gunaah kiya.. Dil maine yaar ka tod ke....!! Gunaah kiya.. Use ik din tanha chodh ke....!! Tu mil na paye, Hum jee na payein... Kaisi hai ye bebasi... Dil phir se chahe teri he panahein.. Kahi mar na jaye meri zindagi
Sapna ek lekin mushkile hazar hai, Tanhayi aur gum to mere bachpan ke yaar hai, Ab to yeh dil maut ke liye bhi taiyaar hai, kyunki is zindagi me hume sirf bewafao se pyaar hai…
Ek aadat thi sachha pyar pane ke, magar na jane kyun chal padi aandhiyan jamane ke. Mera gam koi na samajh paya, kyunki meri aadat thi sada muskurane ke.