Chaha to bahot tha lekin woh mila naahin Lakh koshisho ke bawjood humare beech ka fasla meeta naahin Is kadar majboor kar diya zamane ne hume Ki woh meri kisi sada pe tehra hi naahin
Yeh zakham mere paas tere pyar ki nishani hai, bhool kar bhi in par na marham lagana tum. jab kabhi tum tanha ho aur meri yaad satati ho, bewafa hoon main yahi apne dil ko samjhana tum.
Jab bhi kuch sochta hu teri yd aa jati hai. Bethe bethe ankhe meri namm ho jati. Dil rota hai par tu na aati hai. Bs teri yd hi to hai jo mujhe har baar rula jati hai…
Woh jante hai ki hum unke intezaar mein hai isliye shayad woh der laga rahe hai waqt kat-ta nahin unke bina hamara yeh jante huve bhi hame sata rahe hai na jane kya milta hai unhe hame yun sata kar jo der se akar bhi woh muskara rahe hai …
dard dete hain malal dete hain, roj wade pe tal dete hain, hamme aisa kuch nahi,log yunhi uchhal dete hain,aap dariya ki bat karti hain,hum samundar b khangal dete hain...........
Ladti hai nigahe par koi takrar nahi hai karti to hai mujhse pyaar wo bhi par us saawan ke mausam ka ikrar nahi hai chhod diya ghar chhod di duniya chhod diye dost aur aaj chhod raha hun zindagi bhi kaun kehta hai mujhe usse pyaar nahi hai…
Aakhirkaar jab hosh aaya hume, Tho khawab ko bhula, sapne dekhne lage, Bin par k aasmaan main udne lage, Itna dur hogaye, Ki jab sapne toote, Tho dharti par na pauch sake.
Har sapne mere toot gaye, Khawab ko bhula diye, Aisa gire ki fir utth na sake, Ho gaye the apahizz, fir chal na sake, Jab sapne mere toote, har khawab bhul gaye…………..!
Sun le khuda tu he kabhi fariyad meri, kyun aati nahi kbhi bhi tujko yad meri, Hr shaks jo khushi de mujko cheen leta hai tu, Kya tujhko bhi nahi khushi bardash meri ? ?
Dard mat de aye khuda main seh nahi sakta, Tu sunta nahi, main aur kisi se keh nahi sakta, Wo zakham aise de gya jo jate nahi sahe, maut aati nahi, aur main zinda reh nhi sakta....
yaad main teri ankhe bharta hai koi....... Har sans ke saath tujhe yaad karta hai koi.... Maut aisi cheez hai jisko aana hi hai..... lakin eri judai main harroz marta hai koi.........
Thak Gaya Hum Teri Intazar Kerta kerta, Roai Hazar Bar Khud se Takrar Kerta Kerta, 3 Alfaaz Tu Ne Zuban se Nikela Nahi Aur Tuth Gaya Hum Ek Tarfaa Pyar Kerta Kerta...?
Aae kaash tu bhi ye jaan paati kya hai haal mera jeeta hu jiye ja raha hu lekar naam tera kya dosh du main is sagar ko iski bhi kya hai khata lehron ki to ye phitrat hai pyaare jo utra wo duba