nasib mera mujhse khafa ho jata h. apna jisko bhi mano bewafa ho jata h. kyu na ho shikayat meri nazro ko raat se. khwab pura nhi hota aur savera ho jata h..
Dil ko bada samjhaya, jb khayal tera aaya, Dil to samajh gaya pr ankhon ko main rok na paya, jb bhari mehfil me khud usne pucha, Tere Dil ko ye zakham kisne lagaya ????
Fareb tha hansi main unki aur hum aashiqi samajh baithe , Maut ko hi aapni zindagi samaj bethe, Waqt ka mazak tha ya hamari bad naseebi, Unki do baatoan ko chahat samaj bethe.
kbhi wo humpe jaan dia krte the, jo hum kahte wo kia krte the, jo hum kahte the wo man lia krte the, aaj pass se anjaan banker gujarte hai, jo door se hi hame pehchan lia krte the
Dil na mile to chahat nahi hoti, Pehchan to hoti hai pr rahat nahi hoti, Dil todne wala Dil tod k chala jata hai, kyunki Dil tootne ki koi aahat nahi hoti..
Zindgi har Pal Khushiya nahi deti, Kismat bhi hamesha Saath nahi deti, Koi nhi Marta hai Kisi se Juda ho kr, Bs Ye Yaaden hi hoti hai Jo Jeene Nhi deti.
Uski yadon ki chingari ne Dil me aag laga di, Usko Dil me basaya apne Dil ko Saza Di, Zara khayal na aya muje apne Dil k armano ka, Apne armano ko aaj maine khud he aag laga di...
logo se kahdo ki wo hamari kismat se jalna chod de , . hum to duniya me un badnasibo me se hai, . jo agar kaffan ki dukan khole to log marna chod de...
Roye hain bahut tab jara karar mila hai is jahan mein kise sacha pyar mila hai gujar rahi hai jindagi imtehano ke daur se ik khatam hua to duza taiyar milta hai.
Tu mil na paaye, hum jee na paaye, kahin mar na jaaye, kaisi hai kaisi hai bebasi, dil phir se chahe teri hi panahe kahin mar na jaaye zindagi gunaah kiya dil maine yaar ka thod ke.... gunaah kiya use ek din tanha chood ke.......
Is dil me tadap hai boht, Apni chahat ka tujhe hisab kya dun Tere har sawaal ka jawab hai mera har aansu Is se zyada tujhe dard-e-judai ka hisab kya dun
dard ki dewaar pe fariyaad likha karte hai, har raat tanhai ko abad kiya karte hai,aye khuda use hamesa khus rakhna , jise hum tujhse bhi jyada yaad kiya karte hai
Jitna bhi aitbar kiya, utna he dhokha khaya, Ab ja k meri samajh aya, jb thokron ne samjhaya, ki waqt, dost, kismat aur apne, jane kis waqt badal jayen......
Jab zindagi samjh ayi, tb zindagi se door the hum, mrne ki arzoo thi magar, jeene ko majbooor the hum, har saza manjoor kar li, sar jhuka kar hamne, kasoor tha itna k bekasoor the hum...
Humari Awaaz Unhe Sunaai Nhi Deti, Ab to Door Tak koi Ummeed bhi Dikhai Nhi Deti,, Parwah he Unhe Sab Logo ki, Bas Humari hi Tanhaai Unhe Dikhai Nhi Deti.
Tanhai ki raat thi aur khwabon ka mela tha, sab aye the mujse milne fir bhi main akela tha, sab me bhi main tanha tha pr dosh kisi ka b na tha, meri kismat ne mere sath kuch khel he aisa khela tha..