awaj k piche ki jo khamoshi jan sake mere sukhi hui jindgi m jo rang dal sake meri dikhai hui jindagi dekh k to sabhi haste h dhund raha hu koi isa shaqks jo mere dard ko b pehchan sake
Mohabbat yahan bikti hai ishq nilam hota hai bharose ka katal yahan khule aam hota hai jamane se thokar mili to chale hum maikhane mein Aur wahi jamana humein sharabi ka naam saare aam deta hai
Bikate h gam ishq ke bazar me, Lakho dard chhupe hote h ek chhote se inkaar me, ho jaao agar jamane se dukhi to "swagat" h hamari dosti ke "Darbaar" me.
Hum bhi bane hain shayar hoke ishq me nakam, Humne bhi kiya hai naam hoke ishq me badnaam, Pyar me unke hame do niyamate mili, Ek hath me kalam hai duje hath me hai jaam…………
Kisi Ko Kya Batayen Ki Ye Saza Kya hai. Is Bechain Khamooshi Ki Wajah Kya hai. Har Koi Chhor Jata hai Tanha humen. Aur Hum Sumajh Nahi Pate Ki Humari Khata Kya hai.
Kal rat Khwab me unki tasveer bana dali,DIL ko itni acchi lagi ke sine se laga dali,jab hua khauf k koi chura na le To itna roye ke apne ansuo se mita dali
jo wafa k badle sirf bewafai pate h dard ko chupakar jo hasna sikh jate h dik tutne ka dard kuch isa hme sikha jata h jo ise jamajte h wo ouro k liye ek misal ban jate h