JAKHM AUR BHI GAHRE HAMEIN LAGNE LAGE HAIN UNKE ] GHAR HI KE ANDER JALBE BIKHARNE LAGE HAIN UNKE ] JAMANE KE SAMNE WOH AB RO BHI NAHIN SAKTE ] ANSUON PAR BHI PAHRE AB LAGNE LAGE HAIN UNKE
koe na mila aesa jispe dunia luta dete, sab koe gam dea,kis kis ko bhula dete, dill ka dard dabae rakha is dill me, jamane ko bola hota to sare mahefil ko rula dete.........
...dil mei hsrato ko dil m daba k jeete h...hum apne ghar ko duniya se chipak jeete h...kya lutenga zmana khushiya humari hum to khud ko kisi pe luta k jete h..
Ajeeb Tarha Se Socha Hai Zindagi Ke Liye Ke Zakhm Zakhm Main Ghulta Hon Har Khushi Ke Liye Woh Mujh Ko Chor Kar Gaya To Phir Yaqeen Aaya Koi Bhi Shakhs Zarori Nahin Kisi Ke Liye
Dil ke bazar me hm sabse garib hain..sapno ki duniya me 1 hm hi bdnasib hain..aap ke pas hamare liye waqt hi nahi hain..aur log kahte hain ki aap hamare sabse karib hain..
Hame bhula do aise Jaise mile hi na the. Bhula do sari sikayatein Jaise gile hi na the. Hum tutke bikhar jaye To Gam na karna, Zakhm jo nasur ban gaye hain Kabhi Sile hi na the.
Kisi ki BAZM andheron se Asna bhi nahi Koi Garib tarasta hai Roshni ke liye Bana liya hai jo hamne Mahal sishe ka Har ek haath mein Pathar dikhai deta hai