Unki yade bhi ab hame duya lagti hai, Unko chhu ke aayi hai aisi hawa lagti hai, Wo jaha bhi rahe khushiya unki kadam chume, Par hamari jindagi to unke bina ek saja lagti hai,
*”,,DOSTI,,”* Phool se karoge to mehak jaoge.. “SAAWAN” Se karoge to bheeg jaoge.. “SURAJ” Se karoge to jal jaoge.. OR “HUM” Se karÖge to Sudhar Jaoge.;-
Youn toheen-e-Mohabat Teri Dil lagi ho shayid, Tery seene me b ye Aag lagi ho shayid, Na mujhy Azma itna k jan se jaon.. Mery Wajod me Teri b jan ho shayid..
Veeraan wajood main chalna para humain, apne lahu ki aag main jalna para humain,, Manzil bohat hi door thi raaste the ajnabi, Taaron k saath saath niklna para humain,,
Kaise kahu ki tadap ke jina kaisa hota hai, Dil rota hai to aansu pina kaisa hota hai, Jalna to hamari badkismati hai, ye tohfa har kisi ko kaha nasib hota hai
KHAWAB KI TARAH TUJHE SAJA KAR RAKHUN. CHANDNI RAAT KI NAJRON SE BACHA KAR RAKHUN. MERI TAKDIR MERE SATH NAHI WARNA JINDGI BHAR TUJHE CHUHA BANA KE RAKHUN.
Unse dur rahkar jina gawara nahi lagta, Charo taraf bhir hai par koi hamara nahi lagta Unhone kuchh aisa asar chhora hai mre dil pe Ki ab purnima ka chand bhi hame pyara nahi lagta
Kaas k DIL KI awaz me itna Asar ho jaye, Ham pukare Imam ko our Unka Zahoor ho jaye, Aaj Rab se itni sirf Ilteja he, Jo bhi aap Dua kare woh Mustajab ho jaye
Gamo kid dhoop me kabhi jana na pade, In pyari palko ko kabhi bhigana na pade, Bin mange mil jaye khushiya itni aapko ki, Fir kisi dua ke liye sar jhukana na pade.
Ham apni dosti pyar ke bandhan me badh rakhenge, Har sans se pahle apko yad rakhenge, Dua hai dil se duniya ki har khushi tumhari ho, Chahe iske liye duniya ka har gam hamari ho.
Har ak sawal ka us ko jawab kya daytay, Hum apni zaat ka us ko hisaab kia dyty, jo ik lafaz ki khusboo na rakh saka mehfooz Hum us k hath me pori kitaab kya dyty
UNHO ne muhabt muhabt se ziyada ki THi, Hum ne muhabt b UN se ziyada ki Thi, WO kia karTy muhabt ki intiha? Hum ne to intiha se hi muhabt ki ibtida ki thi.